aitbaar SMS Messages29 messages

Aankh se Lahhu na Bahaya kar,

Ae Dil usey kabhi to Bhool jaya kar.

Dekhna woh aik Din tujhe chor jaye ga,

Na usey itna Sataya kar.

Itna aitbaar bhi Acha nahi hota,

Usey har aik Baat na bataya kar.

Shiddat-e-Gham se Seena phat jaye ga,

Aankh se kuch Aansoo Bahaya kar.

Us jaisa tujhe kaheen mil nahi sakta,

Hazaar baar Roothe Hazaar baar Mannaya kar.

Yahan baad Muddat koi Sukh milta hai,

Hath aai Khushi yun na Ganwaya kar.
Khwab ka aitbaar kr loo''n kya?
Ankh per inhisaar kr loo''n kya?

Maine kuch b nahin kaha tujh sy.
Aur bhi ikhtisar kr loo''n kya?

Teer aa kr mere qareeb gira.
Kya kro''n, aar paar kr loo''n kya?

Tu mohbt nahin,Aqeeda hy.
Main tujhey ikhtiyar kr loo''n kya.

Aik manzar bnanay wala hun.
Is mein shamil bahaar kr loo''n kya?

Zindgi to guzaar skta hun!
Zindgi ko guzaar kr,,, loo''n kya?

Dil b khamosh ho gya Faisal.
Raftagaa''n mein shumaar kr loo''n kya?
Part 2

iss aitbaar sey fee aikard 12000 sey zaid ka kharcha aata hai aur fasal ka aitbaar naheen.

Behtar yehi hai k fasal na bhoyein aur kissi sey lardayee kar lein

"6 mahiney hakumat sey chawal khao"

Mehkama Zaarat Hakumatey Punjab
Agar kissi k dil mein dekhna ho to uski ankhon mein dekho, kyun k ankhein jhoot naheen bolteen.

iss aitbaar sey tum boht kharab bandey ho tumhari ankhein aik jaqah par naheen tiktee
Tum Mujhe Muka Do aitbaar Bananay Ka "FARAZ....

Thak Jao Ge Meri Wafa Ke Sath Chaltay Chaltay....