abbas SMS Messages36 messages

Zaat ban k meri zaat me raha krta he

Ik shakhs he jo mjh me basa krta he

mery chehry me nazar aata he chehra us ka
uska tabbasum mery honton pe khila krta he

mere lafzon se ada hoti he baatain uski
mere lehje se gharoor us ka chalka krta he

meri neendon pe he barson se hakoomat uski
khwab ban k wo meri palko pe saja krta he

is had tk meri hasti main moujood he wo shakhs
mery har naksh me aks us ka mila krta he
Zaat ban k meri zaat me raha krta he
Ik shakhs he jo mjh me basa krta he

mery chehry me nazar aata he chehra us ka
uska tabbasum mery honton pe khila krta he

mere lafzon se ada hoti he baatain uski
mere lehje se gharoor us ka chalka krta he

meri neendon pe he barson se hakoomat uski
khwab ban k wo meri palko pe saja krta he

is had tk meri hasti main moujood he wo shakhs
mery har naksh me aks us ka mila krta he
Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana
Nam-e-ghazi se khushbu-e-wafa aati hai.
Un k rozy sy Ya Hussain(A.S) ke sada aati hai.
Jab b bathay hain hum abbas kpercham k tale.
Aisa lagta hai janat ay hawa aati hai.
abbas K Katey Baazu Ki Jab Wafa Yaad Aai

BINT-e-ZEHRA Tere Sar Ki Rida Yaad Aai

Dekha Jab Teer ALI ASGHAR K Halaq Par

Hoz-e-Kausar Ko Pyaaso''n Ki Sada Yaad Aai

Bujh Gaye Chiraag Jab ZEHRA K Laal K

Momin Ko MAULA Ki Aza Yaad Aai

Dekha Jab Sar-e-HUSSAIN Ko Nezey Ki Nok Pe

Mustafa(S.A.W) Tere Deen ki baqa Yaad Aai
abbas(as) Tajdaar-e-Wafa Arjumand hain
Aisay Khuda pasand khudi ko pasand hain
Panjay Alam pay nasb hain Dunya yeh dekh lay
Ghazi k Haath kat k bhi kitnay buland hain.
Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e Hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
abbas(a.s) ne haatho ko qalam ker k likha hai
Fanaa k Baad b is Rasam Ko nibhaein gein
Lahad mein ja k b hum tera Ghum Manaein gein
Nishaaan abbasS ka turbat pe hum laga dein gein
Hussain teri sadaqat pe sir kata dein gein.
mehki hui jannat k hawa khoob hai leken
abbas(a s) k rozay k fiza sab seh alag hai
laao tou ata karnay main abbas ka sani
bin hathoon seh denay k ada sab seh alag hai.......
Hazrat-e-abbas(a.s.) shahay lafata k shair hain
khandaq_0_khaibaar k woh yai karbala k shair hain
kyoun na hoon her jang main yai misley haider fathayaab
woh khuda k shair yai shair_e_khuda k shair hain
Zakhmoun se choor choor hai Zahra(as)ka ladla
roko zaraa ye teer to sajda karein ada
kese jawaan betay ki wo laash uthaye
tooti hui kamar hai k abbas(as)chal basa
bhai ki laash pe jo behen ro k gir parri
mein ja rahi hu shaam mujhe keh do alvidaa
ummet ne khoob AJR-E-RISALAT diya humein
tu be-kafan HUSSAIN(as),mein ZAINAB(as) be-rida choor hai Zahra(as)ka ladla
roko zaraa ye teer to sajda karein ada
kese jawaan betay ki wo laash uthaye
tooti hui kamar hai k abbas(as)chal basa
bhai ki laash pe jo behen ro k gir parri
mein ja rahi hu shaam mujhe keh do alvidaa
ummet ne khoob AJR-E-RISALAT diya humein
tu be-kafan HUSSAIN(as),mein ZAINAB(as) be-rida
Saja rakhi thi darya par ajab baraat pani ki
Bahut kerte the Ashrare yazidi baat pani ki
Magar sahil pe pahonche thokarain marien chale aye
Bata di Hazrat-e-abbas ne Auqaat pani ki.