Zaroorat SMS Messages47 messages

Hama Guman Tha K Chaha Hamma Zamana Na,
Aziz Sab Ko Tha Magar Zarooraton Ki Tarha...!
open with love


mujhe tum se kuch kehna hai


bura to nahi maano ge


wohi kuch jis ki tumhain Zaroorat hai


wo pyar bharay 3 lafz




"Insaan Ban Jaao"
Aap Pareshan hain?

Theek se Neend nhi aati?

Sotey hoay Jaag jatay hain?

Ab mazeed pareshaani ki Zaroorat nhi

Ab aA gaya




"PAMPERS"

Chain Se Sona khoob Brhna
shikway bhi hazaron hain shikayat bhi bohat hai
iss dil ko magar uss say mohabat bhi bohat hai
aajati hai milnay wo tassavor main sar e sham
ek shaks ki itni si inayat bhi bohat hai
yeh bhi hai tamanna k usay dil say bhula dain
iss dil ko magar uss ki Zaroorat bhi bohat hai
dekhain to zara pi k zeher e mohabbat
suna hai k iss zeher main lazzat bhi bohat hai
Meri Ankhoon Sai Kabhi Utroo Dil Main,
Kai Main Dhadkan Main Basa Lon Tum Ko,
Jaan Sai Barh Kar Chahon Tumhain,
Apni Zindagi Hi Banna Loon Tum Ko,
Maray Khabon Main Sirf Tum Hi Baso,
Apni Neendon Main Saja Loon Tum Ko,
Loogon Ki Bhir Main Kho Na Jao Kahin,
Zamanay Sai Chalo Main Chura Lon Tum Ko,
Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari,
Gar Ijazat Ho Tu Yadon Main Bula Lon Tum Ko
muhabbat jhoot lagti hay mujhay
ik khookhla jazba
jisay izhar ki her waqt khuwahish hoo
kahay janay ki
sunanay ki
jisay her pal Zaroorat hoo
"mujhay tum say muhabbat hay"
na janay rooz kitnay loog
is jumlay ko sunnnay k liyay baidar hotay hain
ye aisa jhoot hay jis ka sehr
sadioo''n say tari hay
magar janaa''n
muhabbat jab kabhi izhaar ko tersay
koi tum say ager kahday
"mujhay tum say muhabbat hay"
to us ki baat mat sunnana

muhabbat rooh say phootay
muhabbat aks ban jaye
to phir tum ko yaqee''n aye
k main nay sach kaha tum say
muhabbat rooh ban jaye
to phir us ka yaqee''n kerna
wagerna aik jumla koi kitni baar duhraaye
kahay jayee

nahi sunnuna
muhabbat jhoot hay janaa''n
ager izhaar ki is ko Zaroorat hoo
Hum aksar ye samajhtay hain
Jisay hum pyar kertay hain
Usay hum bhool bathay hain
Mager aisa nahi hota
mohabbat daimi such hay
mohabbat tehar jati hay
Hamari baat k ander
Mohabbat baith jati hay
Hamari zaat k ander
Mager ye kam nahi hoti
Kisi bhi dukh ki surat mein
Kabhi koi Zaroorat mein
Kabhi anjaan se gham mein
Kabhi lehjay ki thandak mein
Udaasi ki Zaroorat mein
Kabhi barish ki surat mein
Hamari aankh k ander
Kabhi ab-e-rawan ban ker
Kabhi qatray ki surat mein
Bazahir aisa lagta hay
usse hum bhool baithay hain
magar aisa nahi hota
magar aisa nahi hota
ye hargiz kam nahi hoti...
zikr-e-shab-e-firaq se vehshat use bhi thi
meri tarah kisi se muhabat use bhi thi

mujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed ka
rasta badal ke chalane ki aadat use bhi thi

us raat der tak vo raha mahv-e-guftagoo
masroof main bhi kam thaa faragat use bhi thi

sunta tha vo bhi sab se purani kahaniyaan
taza rafaqaton ki Zaroorat use bhi thi

mujh se bichar ke shaher main ghul mil gaya vo shaKhs
haalaa ke shahar bhar se raqabat use bhi thi

"KASH"na jan khud ko nakaam kay bad zouq,
woh mana nahi par tujh say mohabbat usay bhi thi,

vo mujh se barh ke zabt ka aadi tha ji gaya
varna har ek saans qayamat use bhi thi
Yun hum ko sataane ki Zaroorat kya thi,
Dil mera jalaane ki Zaroorat kya thi.

Jo nahi tha ishq to keh diya hota,
Dil toor ke jaane ki Zaroorat kya thi.

Maloom tha gar yeh khuwaab toot jayenge,
Neend mein aa kar uthaane ki Zaroorat kya thi.

Ishq par lagti rahegi har daur mein paabandi,
Ashiq ko majboor banaane ki Zaroorat kya thi.

Maan loo gar yeh yak tarfa mohabbat thi,
Mujh ko dekh kar muskuraane ki Zaroorat kya thi
Mohabbat Thair Jaati Hai
Hum aksar yeh samajhtay hain
jisay hum piyaar kartay hain
usay hum bhool baithay hain
magar aisa nahin hota
mohabbat daimi such hai
mohabbat thair jaati hai !!!
hamari baat kay andar
mohabbat baith jaati hai
hamari zaat kay andar
magar yeh kam nahin hoti
kisi bhi dukh ki soorat mein
kabhi koi Zaroorat mein
kabhi anjaan se gham mein
kabhi lehjay ki thandak mein
udaasi ki Zaroorat mein
kabhi baarish ki soorat mein
hamari aankh kay andar
kabhi aab-e-rawan ban kar
kabhi qatray ki soorat mein
bazahir aisa lagta hai
usay hum bhool baithay hain
magar aisa nahin hota
magar aisa nahin hota....
yeh hargiz kam nahin hoti...
MOHABBAT THAIR JAATI HAI..
hUm AaKsAr YeH sAmAjHtAy HaIn
jIsAy hUm PiYaAr KaRtAy HaIn
UsAy HuM bHoOl BaItHaY hAiN
mAgAr aIsA nAhIn HoTa
MoHaBbAt DaImI sUcH hAi
mOhAbBaT tHaIr JaAtI hAi!!!
HaMaRi BaAt KaY aNdAr
mOhAbBaT bAiTh JaAtI hAi
hAmArI zAaT kAy AnDaR mAgAr
YeH kAm NAHiN hOtI
kIsI bHi DuKh Ki SoOrAt MeIn
kAbHi KoI Zaroorat MeIn
KaBhi aNjAaN sE gHaM mEiN
kAbHi LeHjAy Ki ThAnDaK mEiN
uDaAsI kI Zaroorat mEiN
kAbHi BaArIsH kI sOoRaT mEiN
hAmArI aAnKh KaY aNdAr
kAbHi AaB-E-RaWaN bAn KaR
kAbHi QaTrAy Ki SoOrAt MeIn
bAzAhIr AiSa LaGtA hAi UsAy
HuM bHoOl BaItHaY hAiN mAgAr
AiSa NaHiN hOtA mAgAr AiSa NaHiN HoTa....
YeH hArGiZ kAm NaHiN hOtI...
MOHABBAT THAIR JAATI HAI.......!!!
Gulshan ki faqat phooon say nahi kantoon say bhi zeenat hoti hay..
jenay k lia is dunia mien gham ki bhi Zaroorat hoti hay

A waiz-e-nadan karta hay to hi to qayamat ka charcha..
yahan rooz nighahien millti hien yahan rooz qayamat hoti hay..

who purs-e-shy gham ko aay hien kuch keh na sakoon chup reh na sakoon..

khamoosh rahoon to mushkil hay keh don to shikayat hoti hay..
karnay hi parry ga zabt-e-alam peenay hi parray gien ya aansoo..

faryad wa fughan say aa nadaan tuhen-e-muhabbat hoti hay..

jo aa k giry ka daman par who aashk nahi hay pani hay..
jo aashk na jhalky aankhoon say us aashk ki keemat hoti hay