Wasta SMS Messages41 messages

Shair araz kia hai
peWasta e shajar se umeed e bahar rakh
:-):-)

bchay 2 hi ache ,biviyan beshak 4 rakh
jnbi c raho ka...ajnbi musafir ak
mujh se pooch betha hy rasta bta do gy?
ajnbi c raho k ajnbi musafir....sun,,,
Wasta koi b ho nata koi b ho....
mnzlen nahe milti,mnzlen jo mil jaen justuju ne rehti or....
zindgi ko jeney ki arzoo ne rehti
nikal k dil say teray Wastay sada ayi,,, uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,, k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,, waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka Wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
is Wastay ali ko utara hy apney ghar
koi ali k samnay uff tak na kar sakey
aab tak nishan baqi rakha hy isiliye
devar shak rahey k koi shak na karsakey


Ali k wasf hyn itnay shumar kon karey
yeh kaam tairey hain parwardigar kon karey
yeh sooch kar na banaya khudaa nay or Ali
Shigaaf kaabey me aab bar bar kon karey
Aaye baghe askari k muqadas tareen phool
Aaye kaaba e fikro nazar aa kibla e asool
Aa hum say bhi khiraj e dil o jaan Kijye wasool
Mola tairey bagair hum ko qayamat nhn qabool
Jannat me maalo zar na hukumat k Wastay
hum ji rahey hyn teri ziyarat k Wastay
Kabbah Ali(a.s) k faiz se gulzaar ban gaya.
but khanay se jo badla bawaqar ban gay...
Kabba Ali(a.s) ka shukir manay k Wastay...
kala libass pahn k azadar hogaya...
1 Kabar ki Takhti Par likha hua tha...

"A Rah-E-Guzar Parh le Fatiha Meray Wastay"

"Kal tu Bhi Majboor hoga Is Dua K Wastay . . . :''(
Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara B Likha Ha,
Saat He Mohabbat Ka Wasta B Likha Ha.
Us Ne Yeh B Likha Ha Meray Ghar Nehn AAna,
Or saaf Lafzon Me Rasta B Likha Ha
meri akh da ik ik athroo tenu wajan mar da,
toon hee dhola dhol mera mein dil mera chatar da,

hor kujh nayeen akh sakda tenu bulawan layee,
eho kehna aa ja hun tey Wasta ee pyar da
Ajnabi si rahoon ka,
Ajnabi musafir aik,
Mujh se pooch betha hai
rasta bata do gay?
Ajnabi si rahoon ke ajnabi musafir sun
Rasta koi b ho,
Wasta koi b ho
Manzilain nahi miltein
Manzilain to dhoka hain,
Manzilain ager mill jaien,
To
Justajoo nahi rehti
Zindagi ko jenay ki arzooo nahi rehti.
khud apnay liye beth ker sochein gay kisi din
yun hai k tujhay bhool ker dekhein gay kisi din

bhatkay huay phirtay hain kai lafz jo dil mein
dunya nay diya wqt to likhein gay kisi din

hil jaein gay ik baar to arsh k dar o baam
ye khak nasheen log jo bolein gay kisi din

jati hai kisi jheel ki gehrai kahan tak
ankhon mein teri doob k dekhein gay kisi din

khushboo say bhari shaam mein jugnoo k qalm say
ik nazm teray Wastay likhein gay kisi din

soein gay teri aankh ki khalwat mein kisi raat
saye meinb teri zulf k jagein gay kisi din.../