Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara B Likha Ha,
Saat He Mohabbat Ka Wasta B Likha Ha.
Us Ne Yeh B Likha Ha Meray Ghar Nehn AAna,
Or saaf Lafzon Me Rasta B Likha Ha
Kya kahu tumhe?
Khwab kahu to bikhar jaoge!
dil kahu to tut jaoge!
lo, tumhara naam zindigi rakh deti hu...
to maut se pehle hamara saath na chor paoge...!
teri kami b hai tera ehsas b hyai,,,tu dour b hai mjhsey per pass b hai,,,KHUDA ney yun nawaza tery pyar sey mujh ko k mujhey khud per gharoor b hai tujh per naaz b hai!!!