Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai, Jindagi Maut Ke Pahluo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah. Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye
Ro Rahi Hai
Once you have loved, You will always love. For
what''s in your mind may escape, but what''s in
your heart will remain forever. There is no
instinct like that of the heart.
Chehare Pe Mere Zulf Ko Phailaao Kisii Din
Kyaa Roz Garajate Ho Baras Jaao Kisii Din
Khushbuu Kii Tarah Guzaro Mere Dil Kii Galii Se
Phuulon Kii Tarah Mujh Pe Bikhar Jaao Kisii Din