Teri SMS Messages1016 messages

~Main Mer Gaya~

Mera Derd Tha Meri Aa$ Thi Main Jidher Gaya Main Jahan Gaya
Mera Din To Younhi Guzer Gaya Jonhi $haam Hoi Main Bikher Gaya

Is Abar ka Merey Do$t $ay Kitna Milta Julta Mizaaj Tha
Kabhe Toot Ker Bikher Gaya.Kabhe Bey Rukhi $ay Guzer Gaya.

Koi Baat Na Keh $aka .Thori Dair Ka Sath Tha
Wo Mila Tha Raat Khuwaab Main Jonhi $ubah Hoi Wo Bicher Gaya.

Jub Chor Dounga Wo Gali U$ay Yaad Aaye Gi Tub Meri.
Wo Dhonday ga Mujhay Gali Gali .Or Khaber Milay Gi Kay.........!
Main Mer Gaya......!!!!

Merey Tamaam Natay U$ $ay Wabista Hain ,,
Laiken Wo Ki$i Or $aY...


kASH Tum Mil Jatay Phir Kho Jatay To Kuch Tera Ghum Bhe HOta
Nahe Milay To Rona Kai$a Teri Yadoun Main Khona Kai$a...!!
Zindagi Teri rah main $hab-e-Arzo Teri Chah May
Jo ojar gaya wo ba$a nahi jo bichar gaya wo Mila Nahi
Jo dil-o-nazar ka $uroor tha meray paa$ reh kay bhi Door Tha
Wahi aik gulaab umeed ka meri $hakh-e- jaan Pay Khila Nahi
BHULAYA NA JAA $AKA

Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab Teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
Is se pahly k Teri
chashm-e-karam maazarat ki nigaah ban jay..
Pyaar Dhal jay mere ashkoon mein aarazoo ek aah ban jay..
Mujh pe aa jay ishq ka ilzaam aur tu begunaah ban jay..
Mien tera shahar chhoor jaoon ga...

Is se pahly k sadagi Teri lab-e-Khaamosh ko gila keh day..
Teri majaboriyaan na dekh sake aur dil tujh ko bewafa keh day..
Jany mein beKhudi mein kya poochoon,
jany tu beruKhi say kya keh day
mien tera shahar chhoor jaoon ga...

Is say pahly k tere hontoon say Ghair honoon k jaam Takraien
is se pahale ke zulf k baadal ajanabi bazuoon pe lehrayein
aur Teri bebasi k nazary meri aankhoon pe aag barasayein..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga..
Agar tapakta A$hkon ki jagah Lahoo aankhon $e...

Koi ki$i ko phir $hayed hi rulaata...
Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz...
Too tumhein mere dard ka andaza ho paata...
Yaadein jo na aati yoon khamo$hi $e chupke chupke...
To mere ghar ki Raunaq hoti Teri mehfil $e bhi zyada...
Na hota agar chaand mein daag...
Teri khub$oorti ka mujhe tod mil jata... Agar karta na waqt ki$i $e be-wafaai...
To $hayron mein mera naam kahan $e aata.....
Teri lita k lu?
Ya bitha k lu?
Andhere main lu ya bulb jala k lu?
ya tujhe karun khara ?
ya Teri jhuka k lu?

Ab tu hi bata k main Teri


PHoto

kaise lon?
A girl sitting in examination hall with sardar ji
Girl: sardar ji mein tuwadi nakal mar laa?..
Sardar: ahoo to meri nakel maar lay fair mein Teri asal mar lawa ga...
Tere Dimagh Mey Meri yaaad ko Panah Miljaye,
Agar to Bhool Jaye Mujhey To Teri EID FANA hojaye
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Aur Kissi Ne Na Sahi Tu Ne To Mujhe Pakra Hota
Tu Hina Lagey Hathon Sey Mujhe Pathey Khilati
Thorey Thorey Nahi Sarey Ikathey Khilati
Tu Mujhey Main Main Kar Key Bulati
Aur Sham Ko Gali Main Saath Ghumati
Mere Pass Gaari Na Sahi Chakhra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Tu Meri Suhbat Par Naaz Karti
Bila-Jhijhak Mujhe Aashnae-Raz Karti
Agar Mera Raqeeb Mujhe Chehra Karata
Seeng Marta Foran Usse Takar Karata
Raat Ko Sardi Main Bahir Akra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Phir Eid Par Zibah Ho Jata Main
Teri Khatir Cut Mar Jata Main
Teri Muhabat Ne Kuch Iss Tarah Jakra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Teri deed jisko naseeb ho wo naseeb khushnaseeb hai,
Teri yaad hai meri zindagi tujhe dekhna meri EiD hai..

EiD MubArAk.../
Teri "JAN" Meri "JAN" Meri "JAN" Tou hee hay
Log dekhay "EID" ka "CHAND" Mera "CHAND" tou hee hay

Like the colour of silver,
in the night sky,
the new moon rises,
the holy month has past,
the fasting is over,
tomorrow is the great feast of Eid-ul-Fitr.

We will eat spicy chicken,
and mouthwaTering pakoras,
I’ll call my neighbours,
and friends on the street,
may the peace of Allah,
and joy of Eid,
be with everyone.