Koi ki$i ko phir $hayed hi rulaata...
Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz...
Too tumhein mere dard ka andaza ho paata...
Yaadein jo na aati yoon khamo$hi $e chupke chupke...
To mere ghar ki Raunaq hoti teri mehfil $e bhi zyada...
Na hota agar chaand mein daag...
Teri khub$oorti ka mujhe tod mil jata... Agar karta na waqt ki$i $e be-wafaai...
To $hayron mein mera naam kahan $e aata.....
Zindagi teri rah main $hab-e-Arzo Teri Chah May
Jo ojar gaya wo ba$a nahi jo bichar gaya wo Mila Nahi
Jo dil-o-nazar ka $uroor tha meray paa$ reh kay bhi Door Tha
Wahi aik gulaab umeed ka meri $hakh-e- jaan Pay Khila Nahi
Waqt guzarta raha par $an$ thami c thi,
MU$KURA Rahe thay hum par ankho may nami c thi,
$th hunare ye jahan tha $ara,
par na jane kiun tumhari kami c thi....!
Na mein paas usko bula
Saka,
Na mein dil ki baat bata
Saka,
Woh hansi hansi mein
Chal dia,
K mein haath tak na hila
Saka,
Yun hi sochta rahadur
Tak,
Magar usko kuch na bata
Saka,
Yeh maqam hi tha ajeeb
Sa,
K mein khud ko bhe na bacha
Saka,
Woh juda bhi kaise howa
Ke mein,
Koi rasam tak na nibha
Saka...