Na jany samandar ki leher kinary se

Na jany samandar ki leher kinary se
na jany samandar ki leher kinary se
tukra kar wapis kyu ajatai ha
samjh mai nahi aaata k wo kinary se
bewafai karti ha ya lot kar samndar se
  

Jul, 22 2014     142 chars (1 sms)     4558 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye khamosh ho jaye.
I"m sure you"ve met my new girlfriend, she"s been your best
friend for 8 years.
How can I put this... forget I exist?
Kyu Yeh Dard Jaata Nahi!

"Kyu Yeh Dard Jaata Nahi,
Kyu Yeh Kisi Ko Yaad Aata Nahi,
Kehne Ko To Yeh Dard Meetha Hota Hain,
Phir Kyu Dil Se Yeh Saha Jata Nahi.
Achcha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tum to kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere paas...
Sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone me,
abki aana to le jana wo sab,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwara di hui tumhari saugaat,
or aansuo ki dhero katrane,
Zubaa khamosh dil gumsum magar ye aankh nam kyon hai,
jo apne hi na ho sake unhe khone ka kya gam hain.
safar zindagi ka ab khatam hi samjho

.
.
k tmhary raqiyon se ab judai ki mehak aati he.
Waqt Mily T0h Hmein
Yad Ker Lena Pal Pal
Na Sahi Din
Main EIk Baar Yaad
Kar Lena
D0st H0nge Aap Key
Hazar Per Hm
Eik Hain Itna
Yaad Ker Lena.
O my mind,
Time and again
You have broken my heart
With false promises.
You are so cruel!
You are such a liar!
Even though my heart is broken,
It is healing the wounds
You have inflicted on my dedication-life
Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein..

Pholoon ki tarha hontoon pay ek shogh tabasum nikhry ga..

Dhery say tumhary kanoon mien ek baat purani keh dein gein..

Izhar-e-wafa tum kya jano Iqrar-e-wafa tum kya jano.

Hum baat karien gein gharioon ki aur apni kahani keh dein gien..

Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein......
Its Sincerity ...

In Any Relationship Responsible For Stronger Bonding

And

More Responsible To "Break Heart"
Jisnay Thoray Waaday Jisnay Toora Dil
Jeena Mushkil Hoo Gaya Daidi Kitni Mushkil
Uss Baywafaa Say Ab Haar Rishta Toor Daingay
Muhabbat Chor Daingaay Hm
Muhabbaat Chor Daingay Hm
Maar Jayen Gay Par Ab Us Ka Naam Nahi Lain Gay
Jisnaay Toora Dil Usay Ilzaam Nahi Deingay
Dil Ki Batoo Mai Akaar Yeah Dhokaay Khayaaye Hein
Abb Apnaay Dil Say Ham Koi Kaam Nahi Lain Gay
Uss Baiwafaa Say Ab Har Rishta Tor Daingay
Muhabbat Chor Daingay Ham
Muhabbat Choor Daingay Ham.