Shani SMS Messages77 messages

apney dil kee veeraniya mujhey hasatee hain,
kya kahoon k apni hee nadaniyan mujhe hasatee hai,

jab teree yaar boht aati hai to na pooch aye dost,
phir yun hota hai k pareShaniyan mujhe hasatee hain
Sabz maddham roShani may surkh anchal ki dhanak
Sard kamare may machalati garm sanson ki mahak

Bazuon ke sakht halqe may koi nazuk badan
Silwaten malabus par anchal bhi kuch dhalaka hua

Garmi e rukhsar se dahaki hui thandi hawa
Narm zulfon se mulayam ungaliyon ki cher char

Surkh honthon par shararat ke kisi lamhen ka aks
Reshami bahon may churi ki kabhi maddham dhanak

Sharmagin lahajon may dhire se kabhi chahat ki bat
Do dilon ki dharakanon may gunjati thi ek sada

Kanpate honthon pe thi allah se sirf ek dua
Kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
duaa karo ki ye paudhaa sadaa haraa hii lage
udaasiyon se bhii cheharaa khilaa-khilaa hii lage

ye chaaNd taaron kaa aaNchal usii kaa hissaa hai
koii jo duusaraa oDhe to duusaraa hii lage

nahiin hai mere muqaddar men rauShanii na sahii
ye khiDakii kholo zaraa subah kii havaa hii lage

ajiib shaKhs hai naaraaz hoke hansataa hai
main chaahataa huuN Khafaa ho to vo Khafaa hii lage
Suno Ge To Ro De ge Yeh Meri Kahani Hai
Kyun Bataon Anjam-e-Ulfat Yeh Meri Kahani Hai
Halat Jo bhi Hon Hum Usey Chahain Ge
Kyun Likhon Bura Usko Ye Meri Kahani hai
Dard mujhe hai to wo Bhi To Beqarar hoga
Mein Hon Bechain To Wo Bhi Bimaar hoga
Ise Pagal Pan Samjho Yaa Dewangi Meri
Kyun Likhon Usey Khud Se Juda Yeh Meri Kahani hai
Raton ko Kerwatain Badalna Mera NiShani Hai Mohabbat Ki
Wo Bhi Ginta Hoga Tare qasam KHUDA ki
Mohabbat Badnam hai Iss Liye Mujh Pe Yeh Ilzam Hai
Kyun Likhon Usey Herjai Ye Meri Kahani Hai
Hasret Se Dekhna Tasveeron Ko Uski Ajab Nahi
WO Bhi Chahti hai mujhe iss mein tajub nahi
Raahain Juda Hain To Kia Hua Manzil Ek Hai
Kyun na Likhon "Kaash" Hamsafer Usey Apna Ye Meri kahani Hai
aaj phir un kaa saamanaa hogaa
kyaa pataa us ke baad kyaa hogaa
aasamaa.N ro rahaa hai do din se
aap ne kuchh kahaa sunaa hogaa
do qadam par sahii teraa kuuchaa
ye bhii sadiyo.n kaa faasalaa hogaa
ghar jalataa hai rauShanii ke liye
ko_ii mujhasaa bhii dil jalaa hogaa
Wo kehti hai k mujhay tum say muhabbat nahi
Tu batao phir
Wo mujhay apni rooh mein utarti kyou hai?
Wo mujhay apnay andar samati kyou hai?
Meray janay par roti kyou hai?
Mein rooth jaon manati kyou hai?
Tu batao phir
Kya yeh muhabbat ki niShani nahi?
Kya wo mujh say muhabat karti nahi?
Apni Beeti Hui Rangeen Jawani Dega,
Mujh Ko Tasveer Bi Dega To Purani Dega.

Aadatein Milti Hein Sooraj Se Bohat Kuch Uski,
Waqt-e-Rukhsat Bi Wo Ik Sham Suhani Dega.

Mere Maathe Ki Lakeeron Mein Izafa Ker K,
Wo Bi Maazi Ki Tarha Apni NiShani Dega.

Barf Hojayega Jab Mere Lahu Ka Dariya,
Tab Kahin Ja K Wo Mojon Ko Rawani Dega.

Maine Ye Soch K Boye Nahi Khuwabon K Darakht,
Kon Jangal Mein Lage Pair Ko Pani Dega..? O_o
Dukh Dard me haDukh Dard me hamesha mesha Nikaly Tumhare "KHAT"
Aur Mil gai Khushi tou Ushaly Tumhare "KHAT"

Sab Chooriyan Tumhari Samandr Ko Sonp Diin
Aur Kr Deye Hawa k Havaly Tumhare "KHAT"

Mery Lahoo me Goonj raha he Her ek Lafz
Maine Ragoon k Dasht me Paaly Tumhare "KHAT"

Yun tou hen Beshumar Wafa Ki NiShaniyan
Lekin Har Shaye Se Niraly Tumhare "KHAT"

Parwa nahe Mujhy kisi Chaand Ki Wasi
Tareek zindagi me Hen Ujaly Tumhare "KHAT"
Daagh-e-Sajood ager teri PeShani pey huwa to keya,

Koi aeysa SAJDA bhi ker k Zameen pey Nishan rahey.
Zehan ko afkar ankhon ko pani daay giya
Jatay jatay wo mujay unmit niShani day giya
use maloom hai meri is halat ka kon hai shakhs..

Per bhi mujh se kahta hai koi parShani tu nahi.
ye udasian , ye pareShanian mera muqadar hain

dekho tum yoon na pareshan hoa karoo ...........