Shani SMS Messages77 messages

Dour zehnoon se teeragi ker lo
Zikar-e-HAIDER(a.s) se roShani ker lo
Ji rahay ho baghair hub-e-ALI(a.s)
es se behtar hai khud kushi ker lo

Na Maujza hai kerbala , Na Haddssa Hai Kerballa
Jo Khoon Say Likha Gaya woh Faislla Hai Kerballa

Her aik ''Jabbr'' kay Khilaf Khair Kay Muhaz per
Jo Mustakil Bappa Rahay woh Ma''rka Hai Kerballa

Sanan-o-Khanjjr-o-Kamaan , Mashq-o-Chadder-o-alum
NiShaniooon Ka Ajjab, silsalla hai Kerballa.
Khanna e rab me imamat ka ka ujala utra
daikh kar shahkle ali chand ka chehra utra
Aaj bhi kaabay k chaker me hy masroof jahan
Ajj tak mola ali taira na sadqa utra

Sadaqaton ki niShani hussain hay
duniya me inqilab ka bani hussain hy
dushman ko jis nay apney lahoo say shikast di
Woh mard e haq woh haider e sani hussain hay
Asli Bewkuf Ki 4 NiShanian1.
Seedhe Hath Mein Mob Pakry
2. Angothay Se Button Dabaye
3. Message Parh K Hansay
4. Soche K aur Kis Ko Send Krun?
ROShani DE KAR DOOB JANA KOI SURAJ SE SEAKHE DIL DEKAR DARD LENA KOI HUM SE SIKHE KUCH NA DEKAR DIL LENA KOI UNSE SIKHE SMS LAKER REPLY NA DENA KOI APP SE SIKHE.....
Zindagi


ek hasti hui pareShani hai

haye, kyn zindagi hamari hai
Bay baat bigartay rehtay ho
Bay chain hamesha rehtay ho
Yeh sab niShani ISHQ ki hai
Kiya ISHQ kisi say kertay ho...?


Ratoon ko jagtay rehtay ho
Aur taray bhi tum gintay ho
Yeh sab niShani ISHQ ki hai
Kiya ISHQ kisi say kertay ho...?


Zikr jo mera chalta hai
Chehray ka rang badalta hai
Bay chain say tum ho jatay ho
Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho...?
Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki niShani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai
Maat roko iss behte dard ko,
Saza hai ye kisi ke intzar ki,

Keh lo inhe ashk ya diwangi,
Ye to niShani hai kisi ke pyaar ki.
Raat Ki Tanhayi Mein Un Aahaton Ki Kashmakash,
Kaisi Ajeeb Hoti Hai In Karwaton Ki Kashmakash,

Har Anjuman Adhura Hai, Har Mehfil Akeli Hai,
Deedar Ko Tarasti, In Chaukhaton Ki Kashmakash,

Na Thikana Hai Koi Bhi Zinda Lashon Ke Liye,
Yehi Hai Sisakte Sunkate Marghaton Ki Kashmakash,

Kayi Gehre Sawalon Ka Karwan Ho Jaise Koi,
Yun Meri PeShani Pe Salwaton Ki Kashmakash,

Haadse To Sabhi Ne Dekhe Honge Sadkon Par,
Janta Hai Koi Kya, Jam Ghaton Ki Kashmakash...
Meray MaRnay K Baad Meri Khaani Likhna
KaiSay BarBaad hOii Meri Jawani Likhna

Yeh Bhe Likhna Usay InteZar Tha bOhet
AakhRi SanSOun Ki jAb hOii Rwanii Likhna

Aur Kya Likhna hAi mUghe kUch Yaad Nahien
AankhOn Mein Aaya Tha bOhet Pani Likhna

Jo Pyar Sey Khai Thien Qasmien Us Ney
Un QaSmOun Ki Kya hOii MehaRbani Likhna

Ik Mein Nahien hOn dUnya Mein mansOor
BArBaad hOi IShq Mein Jis Kii Jawani Likhna

Aur Likhna K Daitay Tha dUa tUghay
Haath Bahir Thay Kafan Sey NiShani Likhna
Tumhain bakhsi hay dil ki hukmarani, aur kya detay?
yehi thi bus hamari rajdhani, aur kya detay?

saja ker sir hatheli per gaye thay koo-e-jana me
hum apnay ishq main unko niShani aur kya detay?

woh hamsay mangta tha umar ka ik dil-nasheen hissa
na detay usko hum apni jawani, aur kya detay?

Sitaaron se kisi ki maang bherna ik fasana hay
tumharay naam likh di zindagani, aur kya detay?

Bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
Hamaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay