Shani SMS Messages77 messages

4 NiShania'n
Ahl-e-Jannat ki aur
NABI ki
Sunnat bhi

1: Muskurata Chehra,

2: Narm Zuban,

3: Reham krny wala
Dil,

4: Attaa krny wala
Haath ...
Hazret Ali se ksi ne pucha
"yeh kese pata chale ga k jo pareShani ya musebet hem pe ai hey wo Allah ki tref se saza hey ya azmaish".
Aap ne jwab men frmaya
"jo musebet tujhe Allah ki tref le jay wo azmaish hey jo musebet tujhe Allah se dur kr dey wo saza hey".
Log jane ge Tujhe mera Hawala de kar......

Mera hona Tere hone ki NiShani hogi......?
Woh Mil Jatey Hain Kahani Bankar
Dil Mein Bas Jatey Hain NiShani Bankar
Jinhe Hum Rakhte Hain Apni Aakhon Mein
Kyun Nikal Jatey Hain Wo Pani Bankar
Khayaalo Ko Kisi Aahat Ki Aas Rehti Hai
Nigaahon Ko Teri Talaash Rehti Hai
Tere Bina Koi Kami Nahi Lekin
Tere Bagarr Tabiyat Udaas Rehti Hai
Yaad kisi ko karna yeh baat nahi jatane ki
Dil par chot dena aadat hai zamane ki
Hum aap ko yaad bilkul nahi karte
Kyun ke yaad karna ek niShani hai bhul jane ki
Kisi ko Chahny ki 8 NiShaniyan
.
1.Ap us k Sms baar baar parhty hen
.
2.Ap us k saamny jaty huay Hich-Kichaty hen
.
3Jub ap us k bary me sochty hen to ap ka DIL taiz dharakta hy
.
4.Ap jub ys ki awaz sunty hen to Muskuraty hen
.
6.Ap us k liye kch b kr skty hen
.
7.Ye sms parhty waqt ap k dimagh me bs usi ka hi khyal hy
.
8.Or ap usy sochny me itny masroof thay k ap ko pta hi nhi chala k point no.5 missing hy
.
Ye hoti hy"MUHABBAT"
pareShani khamosh hony sy kam,sabar karny sy khatam ore shukar karny sy khushi mein badal jati hy
Khush ikhlaqi Pakeeza Nasab ki daleel hay
Ghalat baat pay ghussa sharafat ki niShani hay
Lekin ghussay ko pee jana momin ki niShani hay!
nazar ka chain dil ka soror hote hain.
kuch ase log jahan main zaror hote hain.
sada chamakta rahe in ki EID ka tehwar.
kareb reh k b jo hum se dor hote hain Shani
chat per khare EID ka chand jab dekho.
is muke per ap mujhy yad karna.
jab kisi ko gale mil kar EID mubrk kaho.
is muke per mujhy yad karna. Shani
Sachche Dost ki ek niShani-

Wo Aapki aankho me us waqt dard dekh leta hai,

Jab duniya Aapse keh rhi hoti hai ki,

Yaar Tum muskurate bahut ho!

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai

Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak niShani ka woh rumaal gulabi hai.