Shakhs SMS Messages168 messages

HUM TOO BARSO'N SAY USKI ROOH M UTAR CHUKAY HAI.......................

SAHIL.....................

WO AJEEB Shakhs HAI K APNAY DIL MAIN DEKHTA HE NAHI..........................
Chahe Mujrim Samjhe Ya Koi Gunahgaar Hamein

Saaf Kehte Hain K Ek Shakhs Se Hay Pyar Hamein

Dil Dia Hay Kisi Ko To Mukarna Kesa

Pyar Kia Hay To Halaat Se Darna Kesa

Apne Is Jurm Ka Iqrar Hay So Baar Hamein

Saaf Kehte Hain K Ek Shakhs Se Hay Pyar Hamein

Humne Maana K Hamein Jaan Se Jaana Hoga

Jaan De K B Hamein Pyar Nibhana Hoga

Lo Suno

Tark-e-Mohabbat Se Hay Inkaar Hamein

Saaf Kehte Hain K Ek Shakhs Se Hay Bohat Pyar Hamein.
Nigahen Us Pe Parti Hain
Jis Se Kuch Ta’aluk Ho “Faraz”

Har Shakhs Mohabat Ki Nigah
Se Dekha Nahi Jata….!
Yaadon ko bhulane mein kuch dair to lagti hai,

Aankhon ko sulaney mein kuch dair to lagti hai,

Kisi Shakhs ko bhula dena itna aasan nahi hota,

Dil ko samjhaney mein kuch dair to lagti hai,

Bhari mehfil mein jab koi achanak yaad aajaye,

Phir aansoo chupaney mein kuch dair to lagti hai,

Jo Shakhs jaan se bhi pyara ho wo achanak door hojaye,

Dil ko yakeen dilaney mein kuch dair to lagti hai.
Chehra Koi Bhi Aankh Mein Thehra Na Phir Kabhi,
Dil Ne Kisi Bhi Shakhs Ko Chaha Na Phir Kabh,
Rootha Zara Si Baat Pe Uth Kar Chala Gaya,
Aisa Gaya K Laut k Aaya Na Phir Kabhi,
Kuch Youn Mila Ikhlak Se k Bus Ishq Ho Gaya,
Wo Ajnabi Tha? Kon Tha? Socha Na Phir Kabhi..!!!
Jis Shakhs ke bhaijay main likha NAAD-E-ALI(a.s) hai
oos Shakhs ki FIRDOOS talak call free hai
Be HUB-E-ALI(a.s) call jo ALLAH se milay gi
Awaaz yehi aye gi Network busy hai
jo bhi Darakht-e-Bughz-e-Ali mein ataak gaya
wo Shakhs Rahe-e-Den-e-Khuda say bhatak gaya
Kausar ki simt Shaikh jee Lapkey to they mager
Saqi Ali hei deakh ker Chera Latak gaya
Farzand-e-Ali Imam Hussain a.s. Ne Fermaya.

Aisay Shakhs Per Zulm Keray Say Muhtat Reho Jiss Ka ALLAH K Siwa Koe Na Ho
" Golden Words"

Kisi Mukamal Shakhs Ki Talash Mein Mohabbat Na Karo

Balke

Kisi Adhuray Ko Mukamal Karne Ke Liye Mohabat Karo
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen Shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
Dil mein hota tu mumkin tha nikal bhi jata
Ab to who Shakhs bohat door talak hai mujh mein
Abhi who dard baqi hai
Agarchay waqt marham hai
Magaar kuch waqt lagta hai
Kisi ko bhool janay mein
Dobara dil basanay mein
Abhi kuch waqt lagna hai
Abhi who dard baqi hai
Main kis tarha nai ulfat mein
Apni zaat gum kar doon
K meray jism-o-wajdan mein
Abhi who fard baqi hai
Abhi uss Shakhs ki mujh par
Nigaah-e-sard baqi hai
Abhi who ishq k raston ki
Mujh par gard baqi hai
Abhi who dard baqi hai