Shakhs SMS Messages168 messages



'Sari Ummat min sab say ziada baseerat wala vo Shakhs hay jo Allah k deen min sab say ziada naseehat kare. (Imam Ali Raza A.S.)'
"kaisa waqt a gaya hai osei fursat he
nahi mujhei yad karne ki
.
.
kabhi wohi Shakhs meri hi sansoon se jiya krta tha"
Raat bhar sisakty rehna bs ek Shakhs ki khaatir,

Isy agar ishq kehty hain to wAllah meri Toba ... !!
Hargiz aisey Shakhs ki dosti ikhtiyaar na karo jo tumhari buraayion ko yaad rakhay aur tumhari khubiyon ko bhool jaaye...
"Winter magic"

1 glass me thanda pani lain
or
Usy Apney Qareeb Baithe Shakhs pe dal den

wo thanda pani usay garam kar dega

aur

wo

uth kar apko thanda karega....!!
Rutha jo pyar hum se Dubara nhi mila,
Kya bewafa tha Shakhs Dubara nhi mila,

Ik bar aa gya tha sailab aankh mein,
Darya ko us k bad kinara nhi mila,

Mujh ko bhi raas ata nhi Dusra koi,
Usko bhi mere jesa sahara nhi mila,

Barson se phir rha tha jis ki talaash mein,
Wo mil gya to us se sitara nhi mila….
Kamal ka Shakhs tha jisne meri zindgi tabah kar di GHALIB
Raaz ki baat to ye hai k dil us se khafa ab bhi nahi hai
Jin ki Fitrat main Qarar Bhot Tha
Unka Milna Dushwar Bhot Tha
Jo Mere Hathon ki Lakeeron main Na Tha
Mujy Us Shakhs se "Pyar" bhot Tha
*. . .Uska bhE ja k sun tu haal e dil kabi,

j a a n a

jo Shakhs pojta hy brson se tera chehra. . .*
kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,

Taqdeer ko jagaane, uth nekiyan kamane,
Jannat men ghar banane, har simt hain ujiyare,
kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,

Ye waqt imtihan hain jo kuchh bhi hai hay ayan hai,
Jo iska qadrdaan hai wo Shakhs kaamraan hai,
haq ke samajh ishaare, uth rozadar pyare

Gam ki dawa hai roza, dil ki giza hai roza,
sabr o raza hai roza, fazl e khuda hai roza,
kya khoob hai nazare, uth rozadar pyare,

Taqdeer ki sada hai, Iman ki fiza hai,
Maahol dilruba hai, har fard padh raha hai,
Quran ke sipaare, uth rozadar pyare,
Nahin woh Shakhs muqadar main phir bhi us sy millty hain "faraz"

bara pur'lutf lagta hai muqadar ko saza daina.
1:Allha is ko dost rkhta ha jo dosro pa raham krta ha.
2:Allha is Shakhs ki namza kabol ni krta jo hram ma khata ha.
3:Allha ki tamam namto ki na-shukri na kro.

Arshad'a bri Tala