Samjha SMS Messages135 messages

''r--._,---------.¤
"-, .c-.-----"""''
/ i--''
C__J

Tere ko tapkane ka nahi,Samjhane ka hai.Ajkal tere SMS kahin or jarele....
03343004071

1 shaks ko ye NO khuwab me nazar aya usne 100 ka easy load karwa dia,1 ghantay me us k dil ki murad puri ho gai.
2sre ne isko jhot Samjha 3 din uske pet me dard raha 3sre ne is number main 10 rupe ka load bheja 2sre din usko 50 rupe zameen Se mle Mera farz tha apko btana aage ap ki marzi.
Exams ka saya hai,
exam ke dino mein sukh kisne paya hai?
duniya wale kehte hain ache number lo,
par inhe kaun Samjhaye yeh to moh maya hai!
''Pagal Haathi ne chuonti ko tang kiya to chuonti seedhi Hathni ke pass gaee aur kaha Dekho behen apne shoher ko Samjha lo warna MARD hamaray ghar main b hain...@''
Raat ko ek larki ne car ko rukne ka ishara kia , car kareeb aa ke ruki tu larki boli " i am sorry main samjhi taxi hai"
car wala bola " main bhi yehi Samjha tha
Khaufnaak Andheri raat ke sannatay mey aik Bhoot dosray ko Samjha raha tha:
Bhai,ghabra mat ye sab teray dimag ka waham hai, PATHAN-WATHAN khuch nahi hotay
Maine apny ghar walo ko Samjha diya hai,wo sub maan gaye hai Tum b apny ghar walo ko bata do,
wo b maan jaiye gy

K


Shan baryani k sath qorma masala Free hai.
Bas kar yaar, mera pura inbox full ho gaya hai tere sms se..........

Ye tareeqa hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE "GANDHIGIRI" se Samjhane ka tarika.
Wo haseena wo neelam pari

Hui thi election main khari

Pata nahin kahan se goli chali

Ho gaye musibat khari

Jane kya kya hua

Samjhayon main yeh ab kis kis ko

Dil main mere haiDard-e-Bhutto

Dard-e-Bhutto
Dard-e-Bhutto

Dil main mere hai

Dard-e-Bhutto
Dard-e-Bhutto
Dard-e-Bhutto
yeh bat samajh main ayi nahi aur mom ne Samjhai nahi! Main kaise mithi baat karoon jab mithi cheez khai nahi?

Yeh canda kaisa mamu hai jab mom ka wo bhai nahi?

q lambay baal hain bhaloo k kiyon us ki tind karwai nahi?
kiya wo ganda bacha hai? ya jungle main koi nayi nahi?

nani k husband jab nana haan or dadi k husband jab dada haan tu kiyon baji k husband baja nahi?

Yeh baat samajh main ayinahi aur mom ne Samjhai nahi
Ye baat samajh me i nhi!
Or ammi ne Samjhai nhi!

Me kese meethi baat karun...
Jab meethi cheez khai nhi!

Ye Chanda kesa Mamu hai...
Jab ammi ka wo bhai nhi!

Q lambe baal hain bhaalu k?
Q uski tind karai nhi?

Kya wo b ganda bacha hai?
Ya jungle me koi Naai nhi?

Naani k husband jab Nana hain,
Or Daadi k husband jab Dada hain,
To q Baji k husband Baja nhi?

Ye baat samajh me i nhi!
Or ammi ne Samjhai nhi!
Ghar Walon Ka Kehna Hai K . . .

" Beta Dil Laga K Parhana "

Par unhe kaise Samjhayen k dil lagaane k baad parhai kahaan hoti hai . . . . ;->