''Pagal Haathi ne chuonti ko tang kiya to chuonti seedhi Hathni ke pass gaee aur kaha Dekho behen apne shoher ko samjha lo warna MARD hamaray ghar main b hain...@''
Thak
Thak
Thak.
G Kon?
Ghar K Maalik Kahan Hain?
Servant:Wo Safr Per Gaye Hain.
Acha..!!
Kya Aram Or Tafreeh K Liay Gaye Hain?"
Servant: Nahi Sir, Meray Khyal Me Nahi,
Kyun K Begum Sahiba Bhi Saath Gai Hain"
Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....
2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!
Laila ne majno ko ek darakht k peechy dekha
or kaha tum majno ho? Wo
bola haan
Phir usko deevar k peechey dekha or kaha tum majno ho?
Wo bola haan
Phir usko ek darwaze k peecha dekha or kaha tum majno ho? Wo
bola abey haan ab mootne de gi ya nahi? =P ;)
Polio Team; Darwaze Par Bachey Hain?
Pathan; Beta Pistal Aur Cartoos Lay Ao.
Polio Team Bhagte Huwey Pichey Say Awaz Aiee,
Tehro Ye Mere Bacho K Name Hain...!