Roya SMS Messages65 messages

Aasan to nahi apni hasti se guzar jana
Utra jo Sumandar mein to dariya bohat Roya

Jo Shaksh na Roya tapti rahonmein
Dewar ke saaye mein betha to bohat Roya

Bari mushkil se zinda rah raha hon
Bari Mushkil se ye aadat pari ha.
Baton Baton main bicharny ka ishara kar k,
Khud b Roya bahut wo hum se kinara kar k,
Dekh lete hain chalo hosla apne dil ka,
Kuch roz tere bina guzara kar k
kon hota hy tery ghum main pareshan mohsin

wo to apni he kisi baat py Roya ho ga.
Phira Hun Sare Zamane main dar-b-dar Kaisa,
Main tere baad bhi zinda Raha magar kaisa.

Wo janta Tha ke kuch Roz wo nahin tha to main,
Pukarta Raha usko aedhar odhar kaisa.

Main jiske Hijr main Roya hun pagalon ki tarah,
Wo kal mila to hasna mere hall par kaisa.

Aziz tarr thi jise nend sham vasl main bhi,
Wo tere hijr main jaga umir bhar kaisa


Buss aik Shaks ki khatir buss aik dil ke lye,
Waatan ko chor dia diwangy main gher kaisa.

Kahan ki dosti''
Kaisa firaq
Kuon faraz??

Main khud ko bhol gaya hun tujhe bhol Kar kaisa...!
mujhe maloom tu nahi mere sajdon ki tadad.

han yeh hai k main her sajde main Roya hun.
dil youn dharka ke pareshan hoa ho jaisay
koi be-dhiyani mein nuqsaan hoa ho jaisay

rukh badalta hoon to shey-rag mein chubhan hoti hai
ishq bhi jang ka medaan hoa ho jaisay

jism youn lams-e-rafaqat ke asar se nikla
doosrey daur ka samaan hoa ho jaisay

dil ne youn phir mere seeney mein faqeeri rakh di
toot ker khud hi pasheman hoa ho jaisay

thaam ker haath mera aisa woh Roya
koi kaafir se musalman hoa ho jaisay
men ksi aor ka hon itna bta kr Roya,
wo mjy mehndi lgay hath dikha kr Roya,
umr bhr ki judai ka khyal aya tha shahid,
wo mjy pas apny der tak bitha kr Roya,
khat,kitaben wo pyar k tuhfay,
mohbat ki sub nishanain jala kr Roya,
tmhari de hoi sub chezeen utar le gyen,
wo mjy saij pe sajy zevar dikha kr Roya,
ab k na sahi zror hashr men milen gay,
yakja honay k dilsay dila kr Roya,
mjse ziada bichrnay ka ghum usy tha,
wqte rukhst wo mjhy senay se lga kr Roya,
Aaj bhe waisa hi mousam hai

aaj bhe waisy he badal hain

aaj bhe waisi hi barish hai

jub hum pehli baar milay thy

yaad hai,humne ye socha tha

humko milty dekh kr mousam

itna khush hai,itna khush k

es ki aankhain bheeg gae hain

magr aaj ye jaan gaey hain

k

mousam us din keun Roya tha....
Gumrah howa wo shaks raah dikhanay wala,
Raah bhola koi ghar ko janay wala
.
Jis yaad main Bilal hum roey bohot thy,
Aaj Roya Bohot Mujh ko Rolanay wala
mudaton baad usay pa kr us raat.

itna Roya k sochon to hansi aati hai..
jis aine ko wo sunya karta tha husan ka raaz...

mujh se alhdgi k baad usi aine ko tord bhut Roya..
mere marne marne pe sab khush hoon ge..

AMIR

Bas ek tanhai Roya gi ke mera hamsafar chal basa..