Roya SMS Messages65 messages

Log sirf yeh hee kyun kehtey hein k aankh sey aansoo nikal rahey hein,

Kya dil kabhi nahee Roya?

Agar Roya hai to log dil ko kyun bhool jatey hein
Bachpan ke dukh bi kitne ache the,

tab to sirf khilone tuta karte the.

Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,

titli ko pakad ke uchhla karte the.

Paoon maar ke khud barish ke pani mae,

apna aap bhigoya karte the.

Ab to ek aansu bi rusva kar jata hai,

bachpan mein to dil khol ke Roya karte the.
yadon mein kabhee aap bhi khoyae hongae,
khulee ankon se kabhee aap bhi soyae hongae,
mana hasna hai aadath gum chupanae ki,
par haste-haste kabhee aap bhi Royae hongae!!!

dard kafi hai bekudhe ke liye,
maut zaroori hai zindagi ke liye,
kaun marta hai kisi ke liyae
hum to zinda hai sirf aap jaise dosto ke liye!!

faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa
dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna
bichad jaye kabhi aap se hum
anakho mein humesha humara intezaar rakhna!!

ek pathar kafi hai sisha thodnae ke liye
ek baath kafi hai dil thodnae ke liye
aur ek dost kafi hai zindagi jee lene ke liye!!

kuch nasha apki baton ka hai,
kuch nasha dheemi barsat ka hai,
hamne aap yunhi sharabi math kahiyae
yeh dil par asar apkae mulaqat ka hai!!
Safar tanha nahin karte
Suno aesa nahin karte

Chalo tum raz ho apna
Tumhain afsha nahin karte

Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte
Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte

Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte
Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey

Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte
Suno yadain sataingi magar Roya nahin karte

Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
Royat-e-Hilal Committe K Mutabiq Naye Saal Ka Chand Nazar Nhi Aaya..

Isliye Mulk Bhar Mein Naya Saal 2nd January Ko Manaya Jaega.. :->

Kia Hoga Is Mulk Ka ;-|
ik raat hoi barsaat bohat
main Royaa saari raat bohat
har ghum tha zamaanay ka lekin
main tanha tha us raat bohat
phiraankh say ik saawan barsa
jab seher hoi to khayaal aaya
woh baadal kitna tanha tha
jo barsa saari raat bohat
Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo
Us ne kaha ke DUA pe na takiya kiya karo
Maine kaha ke zahen pe rehta hai bojh sa
Us ne kaha ke chhup ke kahin Roya karo

Maine kaha ke tere khuwaab jaga dete hain
Us ne kaha ke raat ko socha na karo
Maine kaha ke raat ko neend nahi aati
Us ne kaha ke sone ki koshish kiya karo

Maine kaha ke dost nahi denge saath mera
Us ne kaha ke waqt pe yeh tajarba kiya karo
Maine kaha ke Dil main teri yaadein hain
Us ne kaha ke Dil ko samjhaya karo

Maine kaha ke tere milne ki umeed hai
Us ne kaha ke umeed na umeed bhi hoti hai
Maine kaha ke tumhari Ankhen meri Ankhen hongi
Us ne kaha ke chalo phir meri Ankhon main raha karo...
Jahan Bhi Rahain Aik Hi Baat Hai
Tum Pass Nahin Aik Hi Baat Hai
Kabhi Bin Tumhare Roya Karte They
Ab Tum Dhur Ho Aik Hi Baat Hai
Dil Main Pehle wali Baat Nahin
Sou Jathan Karo Aik Hi Baat Hai
Dil Ke Aaine Main Tumain Dekh Liya
Ab Jo Bhi Roop Dharo Aik Hi Baat Hai
Bharam Sare Ab Tum Ne Kho Diye
Baher Ho Ya Khizaan Aik Hi Baat Hai
Woh Waqt Tha Jab Hum Mila Karte They
Wade Sare Wafa Ke Kiya Karte They
Rishta Chah Ka Tha Jho Tum Ne Mita Diya
Ab Subha Ho Ya Shaam Aik Hi Baat Hai
Ab Na Hi Woh Dil Hai Na Hi Tum
Jaisi Bhi Ruth Ho Aik Hi Baat Hai
Bin Tumhare Jeena Bhi Kiya Jeena Hai
Zindagi Ho Ya Mout Ho Aik Hi Baat Hai . . .
mujh se mat pooch kyun aankhen jhookali maine
teri tasveer thi jo tujh se chupali maine
mere muqaddar main jo likha tha ke tu mere naseeb main nahi
apne mathe ki woh tehreer mitaali maine
zindagi main yahan har kisi ko sacha pyar kahan milta hai
kisi ki wafaanon par likhi ek nazm uthali maine
gheri rehti hain din raat teri yaadein
in yaadon ke sahare zindagi saajali maine
jin ke sheron ko sun kar bahut Roya karta tha
bas wohi ek baat sab se chupali maine
Bachpan ke dukh bi kitne ache the,
tab to sirf khilone tuta karte the.
Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,
titli ko pakad ke uchhla karte the.
Paoon maar ke khud barish ke pani mae,
apna aap bhigoya karte the.
Ab to ek aansu bi rusva kar jata hai,
bachpan mein to dil khol ke Roya karte the.
Eay Subah main ab kaha raha hon?Khawabon main hi surf ho chuka hon.Kya hai jo badal gai hai dunia.Mina bhi to bohat badal gya hon.Main jurm ka eatraaf ker k kuch aour hai jo chupa gya hon.main aur faqt ussi ki khawahish ekhlaaq main jhoot bolta hon.Roya hon to apney doston main. Par tujsay to huns ker hi mila hon...Eay shakhs...!Main teri justajoo say bezaar nahin hon. Thak gya hooooon.
SAFAR TANHA NAHIN KARTE
SUNO! AISA NAHIN KARTE
JISSAY SHAFAF RAKHNA HO
USSAY MAILA NAHIN KARTE
TERI ANKHAIN IJAZAT DE
TO HUM KYA KYA NAHIN KARTE
BUHUT UJRAY HOAY GHAR PAR
BUHUT Roya NAHEEN KARTAY
SAFAR JISKA MUQADAR HO
USSAY ROKA NAHIN KARTE
JO MIL KAR KHUD SE KHO JAYE
USSAY DHONDHA NAHEEN KARTAY
USSAY RUSWA NAHIN KARTE
CHALO TUM RAZ HO APNA
TUMAHIN AFSHAN NAHIN KARTE
YEH UNCHAY PAIR KAISE HAIN
KAHIN SAYA NAHIN KARTE
JO DHUN HO, KAR GUZARNE K
TO PHIR SOOCHA NAHIN KARTE
KABHI HANSNE SE DARTE HAIN
KABHI Roya NAHIN KARTE
SEHAR SE POOCH LO MOHSIN
KE HUM SOYA NAHIN KARTE..................