Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh”
Roti hai,
Aur jab “ankh”
Roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.
Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…
Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo tum hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.