Rang SMS Messages320 messages

Khyal Hashtnaghar:

Yad krra Janana Haagha Waht Dh Lewantob Ter Sho,
Waar Dh Zwanai Zama Ao Sta Dh Peghaltob Ter Sho.

Haagha Che Maa Sawab Gunah Zargia Nh Pejandal,
Haagha GulRang Wahtoona Larral Zalmitob Ter Sho.

Spen Me Vehto Ke Zai Ph Zai Janana Otokedal,
Waht, Daase Khkaari Che Pama Dh Mayentob Ter Sho.

KHYALA Guzran Sta Ph Yadono Bh Tarso Kawama,
Hara Lamha Dh Rafaqat De Laka Khob Ter Sho.

Chaa Rata Wowayel Che Os Haghase Nh De KHYALA,
Raqeeb Sarre Sholo, Ph Laar Dh Sarritob Ter Sho.
"Woh Kehte Hain Humein K Tum Badal Gaye Ho..."

"Hum Bhi Hans Parhte Hain Yeh Soch Kar K Toote Huwe Patton K Rang Badal Hi Jaya Karte Hain".
Good Morning
Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin.
/
Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain.
If she is an apple and you are an oRange,
celebrate your differences,
Make a great fruit salad
Love is not about being the same,
Its about being sweet with each other.
Tamana thi sath roshan krenge aangn Krege dono LAXMI G ko phool arpn Par Diye,patakhe sab hue Ranghin Kaise mnaye DIWALI,bin apke sab gamgin
?<"""?>
?<__?>
Fresh ORange Juice Ka dibba
Bheja Hai
JUST 4 U
Khali Hai..
Paon Maar Kar
“Patakha” Baja Lena
Na juban se,

Na nigahin se,

Na dimag se,

Na Rango se,

Na greetings se,

Na gift se,

Aapko Diwali Mubarak ho direct DIL se...
Tamana thi sath roshan krenge aangn

Krege dono LAXMI G ko phool arpn

Par Diye,patakhe sab hue Ranghin

Kaise mnaye DIWALI,bin apke sab gamgin
ye kooche ye neelaam_ghar
dil_kashii ke
ye luTate hue kaarawaaN
zindagii ke
kahaaN hai kahaaN hai
muhaafiz Khudii ke sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai ye pur_peNch galiyaaN ye
beKhwaab baazaar
ye gum_naam raahii ye sikkoN
kii jhankaar
ye ismat ke saude ye saudoN
pe takaraar sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai ta'ffun se pur_neem roshan ye
galiyaaN
ye masalii hu_ii adh khulii zard
kaliyaaN
ye bikatii hu_ii khokalii Rang-
raliyaaN sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai zaraa mulk ke rahbaroN ko
bulaao
ye galiyaaN ye kooche ye
manzar dikhaao
sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq ko laao
sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai
"Read Carefully And Get The
Meaning"...
"Minimum Love is Friendship"
'n
"Maximum Friendship is Love"
StRange But True.. !!
Ye baat samajh me aayi nahi,
Aur mummy ne samajhai nahi.

Mai kaise mithi baat karu?
Jab mithi chiz koi khai nhi.
Ye chand kaise maamu hai?
Jab mumy ka wo bhai nahi.

Kyu lambe baal hai bhaalu ke?
Kyu usne triming karai nahi.
Kya wo bi ganda bachha hai?
Ya jungle me koi naai nahi.

Nana ki biwi jab nani hai,
Dada ki biwi jab dadi hai.
Papa ki biwi kyon papi nahi?

Samundar ka Rang kyu neela hai?
Jab neel kisi ne milai nahi.
Jab school me itni neend aati hai.
Toh kyu bed waha rakhwai nahi?

Ye baat samajh mein aayi nahi
Aur mummy ne samjhai nhai.

Zawal-E-Shab mein sitaron ne sath chor dia. . .
Hawa chali to chiraghon ne sath chor dia. . .
Mila jo moka muje un se baat karne ka …
Mera naseeb k lafzon ne sath chor dia. . .
Wo Ru-baroo tha magar usko dekhte kese ?
Wo Rang-O-Noor tha,Ankhon ne sath chor dia