Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Roshan ho deepak sara jag jagmagaye,
liye sath Sita maiyya ko Ram jee hain aaye,
har shahar yu lage mano Ayodhya ho
aao, har dwar har gali har mod pe hum deep jalaye. Happy Diwali
Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!
JAY SHREE KRISHNA
Sunil ki taraf say sub ko dill ki gharaiyon say bohut bohut DIWALI ki shup kam nai bhagwan apko dher sari khushian naseeb karein our smile your face always