Piyar SMS Messages122 messages

Apni aankhon se sabhi ashk baha kar sona, Tum meri yaad ka her deep bhuja kar sona, Ek sitara bhi mere khyal ka baqi na rahy chandni shab k nishanaat mita kar sona,
dar lga rehta hai neend hi kaheen cheen na ly,
Tera her roz mere khuaab men aakar sona,
Baad main log gira bhi den to koi baat nahi
her taraf Piyar ki deewar utha kar sona
Subha hoty hi tere shehar se jana hy mujhy
Aaj ki raat zra mujh ko Mana kar sona.....
Na Ghazal Likhoon Na Nazam Likhoon
Tujhe Kia Mere Main Sanam Likhoon


Tere Naam Per Dil Dharkta Hai
Ese Ishaq Likhoon Ya Alam Likhoon
Tere Naam Se Meri Zindagi
Tujhe Tu Likoon Ya Hum Likhoon
Arman Ishaq Main Shad Hoa
Tere Piyar ko marham Likhoon
wohi mehsoos karte hain tapish dard-e-mohabbat.

jo apne aap se barh kar kisi se Piyar karte hain..
aizharay Piyar kernay lagi hain ankhay tari
mujhay bay-qarar kernay lagi hain ankhay tari

tum kuch kahho na kahoo lakin
sub kuch kahhaynay lagi hain ankhay tari
soch soch kay may thuk jao
Piyar kahay tujh say ho jay

lakh chhupaaoo chahay may sub say
aizhar kahay tujh say ho jay

bach kay nikal jaoo chahay sub say
per samna tujh say ho jay

Her hud guzar chuki hay mari tujh say Piyar ki
Zindagi mangi hay ager aur to tujh say Piyar ki
Her khoshi hogaiee hay mari wabasta tujh say
Jab say aibtada ki hay may nay tujh say Piyar ki
Taray siwa mujh ko abb kuch aur nazer nahi aata
Aintaha dekh li hay sub nay mari tujh say Piyar ki
~ Tum Bin ~
Dil bay-qarar hoaa

tujh say kia Piyar hoaa

dil bay-tab hoa

tujh say milnay kia aetafaq hoa

hum say dil bay-aetbar hoa

tujh pay aetbar hoa

start aik silsila hoa

tujh say kia aiqrar hoa
THora tHora sacH
THora tHora jHoot
Yun
Hamare Piyar ki
bunyaad rakHi gai
THori si
GHaLat feHmi
THora sa kHauf-e-zamana
Yun Hamare Piyar ki
PHir saakH tori gai..

(Nuzhat Shah)
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,
wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.
meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya,
waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.
rawan tha Piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main,
usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.
ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha.
Wo Kitny Mehraban The K Hazaron Gham De Gaye Faraz
Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake Piyar K Siwa
PARVEEN SHAKIR

Tumhry ''KHWAB'' sajany mein lutf aata hai...

K apna aap ''JALANY'' mein lutf aata hai...

Khuda say jb ap k lye dua karti hn
Mujhy ye "HATH" uthany men lutf aata hai...

Teri "YAAD" mein bas jaagtay rahein shab bhar...

Khd apni NEEND churany me lutf aata hai...

Teri "ZAAT" se hai be_panah "Piyar" hamein..

Tumhary "NAAZ" uthany men lutf aata hai.
!"Tera Aks Dil K Qareeb''tr,,,

"Teri Yad Jan Se Aziz''tr,,,

"Tera Dard Sb Se Hai Motbar,,,

"Kabhi Loat Aao Jo Ho Skey,,,

"Tere Bin Soona Mere Dil Ka Nagar,,,

"Mere Hum''nasheen Mere Humsafar,,,

Tera Piyar Hai Azeem''tr,,,

"Tujhe duaen Itni Mein De Sakoon,,,

"Koi gin Saky Na Umar Bhar..!