Piyar SMS Messages122 messages

Ik Muddat Sai Meri Zat K Andar To Hai
Ik Muddat Sai Meri Soch Ka Mehwar To Hai

Mein Teray Piyar K Sahil Py Khara Hon Tanha
Meri Ulfat Meri Chahat Ka Samandar Ton Hai

Mian Wohi Hon Jisay Tum Piyar Kiya Kartey Theen
Din Main 100 Bar Mera Naam Liya Kertey Theen
Aaj Kya Baat Hay Kiyo Mujh Say Khafa Bethy Ho..
Kya Kisi Aur Ko Dildar Apna Bana Bethey Ho..
Fasley Itney Tu Pehley Na Huwa Kertey They..
Mian Wohi Hon Jisay Tum Piyar Kiya Kartey Theen
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likhne ko kiya baki hai
Ik dil tha su wo tuth giya
Ab lutne ko kiya baki hai

Ik shaks ko hum ne caha tha
Ik reet pe naqsh banaya tha
In reet ke zarun ko hum ne
Phir apne dil main sajaya tha
Wo reet tu kab ki bikhar gay
Wo naqsh kahan ab baki hai
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likne ko kiya baki hai

Hum jin ko apni nazmoon ka
Unwan banaya karte the
Lafzun ka bana kar taj mehal
Kagaz par sajaya karte the
Wo hum ko akela choor gay
Sab rishtoon se mun murr gay
Ab rishte sare sune hain
Wo Piyar kahan ab baki hai
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likne ko kiya baki hai
,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,
Tum kia ho Duniya ki nazar main
aik aam insan
ya ziada say ziada achay ya buray per
meri nazar main tum seep may moti hou
tum lehro ki shararat ho
tum thandi dhoup ki hararat hou
tum barisho ki sada hou
tum ghamo main khushiyo ka ahsas hou
tum dharkano ki awaz hou
tum sada ho mairay Piyar ki
tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki
tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say
kiun kay tum khas ho
sansou ki saaz hou...
ay kaash kabi esa hota
tujh ko sirf mujh se Piyar hota
kismat ka ye shahkar hota
waqt humara gulam hota
teri aankhon main halkore khata hua
wo aks sirf mera hota
duniya ka na phir koi dar hota
dushman na koi humare beech hota
ye zamana humara meet hota
mere labon pa tera geet hoya
main mar b jaoon to kiya hota
tu zinda hota mera Piyar zinda hota......
yeh dekha hai maine azma ker...
dhoka dete hain logye akser qareeb aker...
kehti hai dunya yeh baat mujhe se...
ke tum bhe choor doge kese ko apna bana ker...
main kehta hoon dunya se...
jo insan khud he na ashna ho lafze Piyar se...
ise choorega kon in tanha bheroon ki rahoon main...
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Dard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hain
Chaar su goonjti ruswaii kisay kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Koi lamha hu teri yaad main kho jatay hain
Abb tu khud ko bhi mayassar nahin aa patay hain
Raat hu din hu teray Piyar main hum bahtay hain
Dard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Yun tu duniya ki her ik cheez haseen huti hay
Pyar se barh kay magar kuch bhi nahin huti hay
Raasta roak kay her ik se yehi kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Dard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hain
Dil wale ankhun ki baat samajh lee hain....Khuwab main mil lete hain...Rota to asman bhi hai kisi ke Piyar main Lekin Log usey Barsat samajh Lete Hain....
guwara nae hai agar tumhe mere suraat
duwa hai tumhe me nazar hee nae ahon
chala jayo ga me tere yaad le kar
kaha Piyar ki tum ko dulaat mele gey....
kalyee mein soya kangan
shor machayae khankhan,
paoun ki payal barson se
ghumsum gumsum,
nach uthi rumjhum rumjhum.
labon pe tha hayah ka talaa
nutkhat aisa mere kaan ka bala....
bol gaya!
chipa ke rakha piya jee se raaz......
woh khol gaya !
Piyar tou hai sajan jee
pur kehtae kehtae
Dil hamara dol gaya ........
Tumharay dam se thay sab rang o noor sab kaif o suroor
Tumharay baad tu sooraj ne aag bersaii
Kia khabar kon si zanjeer teray pairon main thi
Jo nibhaye nag aye Piyar k waday tujh se
Wo jis ne khuaab bichaye thay teray rastay main
Wo shaksh ab bhi teri rah guzar main betha hai
Ja mujh ko agar chodd k jana hai zaroori
Haathoon main teray haath hain zanjeer nhin hai
Na jane us par itna yaqen kyun hai.
us ka khayal itn hasen kyun hai.
suna hai Piyar k dard metha hota hai.
to ankho s enekla ansoo namkeen kyun hai.