Parwa SMS Messages57 messages

Woh BeParwa Hi Sahi Dost To Apna hai FARAZ Aadat ki Baat Aur Hai Wo Dil ka Bura Nahi
Woh BeParwa Hi Sahi Dost To Apna hai FARAZ Aadat ki Baat Aur Hai Wo Dil ka Bura Nahi
Ansu na hote to ankhe itni khubsurt
na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na
hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upParwale ki jarurt na hoti.
Its A Voice Of Father

~*~ Umar Bhar Jis Phool Ki Main Ne Parwarish Ki ~*~


~*~ Jab Khushbuu k Qaabil Hua Tou Ghairo'n ko De Dia ~*~
Chadhne laga hai haq Parwan,
Rahmat ka umda toofan,
Taza hua sab ka iman,
dekh lo qudrat ki ye shaan,
Haq ka hua ham pe inaam,
Allah Allah mah e siyam,

Mahe siyam ki shaan ajeeb,
jagte hain har aan naseeb,
Khutba e haq me garq khateeb,
Rahmaten Yazdaan sabke qareeb,
Zehen ko pahuncha hai aram,
Allah Allah mah e siyam,
Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho

Ye Kinaron Se Khelne Wale
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho

BandaParwar Jo Ham Pe Guzri Hai
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho

Aj Ham Bhi Teri Wafaon Par
Muskurayen To Kya Tamasha Ho

Teri Surat Jo Ittefaq Se Ham
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho

Waqt Ki Chand Satein ‘Sagar’
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.
Aik "Bazurg" Se kisi ne sawaal kiya k
"Agar hmaare naseeb mein pehle se hi
sab kuch likh diya gaya hai to phir DUA kyun kren?


"Bazurg" ne Farmaya:
"Ho sakta hai Tumhare Parwardigaar ne yehi Tumhaare naseeb mein likh dia ho k Maango gay to milay ga warna nahi".

SUBHANALLAH.
SPREAD IT.
Madad Kyun Maangte Ho Auron k Darbar Se,
Woh Konsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere ParwaRDIGAR Se.


Ek ALLAH MADAD''GAAR,
BAQI SB TALAB''GAAR.
Sawere Sawere ho Khushyo ka Mela

Na logo ki Parwah Na Dunya ka Jhamela

Panchiyo k Sangeet ho Or Mosam Albela

Mubarak ho Aapko EID ka Sawera! :)
is wastay ali ko utara hy apney ghar
koi ali k samnay uff tak na kar sakey
aab tak nishan baqi rakha hy isiliye
devar shak rahey k koi shak na karsakey


Ali k wasf hyn itnay shumar kon karey
yeh kaam tairey hain Parwardigar kon karey
yeh sooch kar na banaya khudaa nay or Ali
Shigaaf kaabey me aab bar bar kon karey
ALI ky hain wasf itnay kay shumar kon karee
ye kaam he ParwaDIGAR tera or kon karee
tee soch kar na kiyee KHUDA ne paida or ALI
kay shigaf KABBAY main kon baar baar karay
Parwardigar
Suna Hy k Tu Rehta Hy Sheh-Ragg k Qareeb

Jab Khanjar Gardana-e-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal