Itna Aaa jaoe passand tum KHUDA ko..!!
K tumhari Qabooliyat ki ye sorat ho...!
Bin Mangay tum ko mil jaye sub kuch..!!
K DUA ko Khud tumhare Hath ki Zaroorat ho..!!
Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.