Nabi SMS Messages124 messages

Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say“
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say

Aaj Woh AjNabi Say Lagty Hain
Janta Hoon Jisay Zamany Say

Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say

Jab Say Apnoo Say Chaut Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say

Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
“Dil Ki Batein Hain Bas Fasanay Say “
mujhay khabar thi,
zamaana chaahay bura he samjhay,
bhalay say ghar main mukhaalifat ho,
tumhaaray logon ko na-pasand ho,
tumhain to mujh par yaqeen hoga!
magar mujhay yeh khabar na thi,
tumhaari aankhon ki unsiyat bhi,
ek ajNabiyat say dekhti hay,
yeh waqt mushkil-tareen hay na!!
suno...
main majboor ho gaya hoon,
yeh sochnay par..
yeh sochnay par..
tumhain to mujh par yaqeen hay na...!!!
mAin Bhala kAisAy usAy aik ajNabi keh Doon


jis ne DekhA thA Palat kr IshAroon ki Tarah
Mainey kaha woh ajNabi hai

Dil ne kaha ye dil ke lagi hai

Mene kaha woh sapna hai

Dil ne kaha phir b apna hai

Mene kaha woh do pal ke mulakat hai

Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai

Mene kaha woh mere Haar hai

Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai
AjNabi Ban Gaya Woh Yeh Keh Ker Ke
"Tum Ne Dosti Na Nibhai"
Kaisa Dost Hai Woh Dost Ko Tanha Kar Ke
Kehta Hai "Dosti Na Nibhai"
Chora Bhi Khud Hai Aur Bewafa Bhi Mujhe Kehta Hai
Kitna Bewafa Hai Meri Wafa Ko Nahi Samajhta Hai
Toota Hai Mera Dil Per Woh Nahi Samjhe Ga
Na Kabhi Samajh Paya Mujhe Na Hi Samajhe Ga
Woh Jaye Aur Dosti Nibhaye
Hum To AjNabi Hain Hum Kya Dosti Nibhayein
Kia Gham hai Kia Khushi Hai Malom Nahi
Wo Apna Hai k AjNabi Malom Nahi
Jiske begair Ek Pal Nahi Guzerta
Kesy Guzry Gee Umer Malom Nahi
Bad mudat usay dekha logo
Wo zara bhi nahi badla logo
Kush na tha muj say bichar kar wo bhi
Uss k chehray pey likha tha logo
Uski ankhein bhi kahay deti hain
Raat bhar woh bhi nahi soya logo
AjNabi bun k jo guzra hai abhi
Tha kisi waqt woh apna logo
Dost to khair kon kiska hia
Uss ney dushman bhi na samjha logo
Raat wo dard meray dil mein utha
Subho tak chain na aya logo
Piyas sehraon ki phir tez hui
Abhr phir toot k barsa logo
sainkroon rste hain AjNabi BananY K LiYe,



Tark Krna hY Ta,aluQ TO bAhanaY Na bana.
Aik Zara Si Ghalti Se Shaak Ki Zard Tehni Pe
Phool Badgumani K Iss Tarah Se Khilte Hain
Zindagi Se Pyare Log Bhi Phir?
AjNabi Se Lagte Hain
Dard B De Gaye Sitam B De Gaye
Zakham K Saath Saath Mujhe Merham B De Gaye
Do Lafzon Se Ker Gaye Wo Apna Maan Halka
Hum Ko Na Rone Ki Kasam B De Gaye
AjNabi Log B Dene Lage Ilzam Mujhe
Jane Kahan Le Gaye gardish-E-Ayam Mujhe
Bhoolna Chaho Bhi To Tujhe Bhulaon Kese
Log Le Le K Bulate Hain Tera Naam Mujhe
Wo Jo basa Hai Mere Dil Mein Usey Bataon Kese
Dar Bhi Lagta Hai Zamane Se Chupaon Kese
WO Shaks To Panchi Hai Urr jaye Ga
Mein Khud Ko Uske Peeche Uraon Kese
Mein To Uske Liye Duniya Gi Chor Don
Iss Se Zada Mein usey toot ker chahon kese
dil hai jo uss ajNabi ko apna manta hai
iss dil-e-nadan ko mein samjhaon kese
wo shaks mere dil pe hukmurani kerta hai
uske elawa mein kisi aur ko basaon kese

WO AjNabi Hai Jane KAb Chor De
Hawa Ka Kia Pata kab Rukh Mor De
Ham TO Dosre Ka Dil Khush Rekhte Hain
Magar Dosre Ka Kia Pata Kab Dil Torr De