Nabi SMS Messages124 messages

wo jis ka naam tha sanson mein
aur honton par....
wo por por mein kuch iss tarha otarta gaya
har ek gosha dil khud bakhud mehakta gaya
hina se naam hathelee pe bhi likha os ka
wo aik shaks mujhe aaj iss tarha se mila
ke os ke chehre pe dekhi hain ajNabi ankhen
is ajNabi shahar mein yeh pathar kahan sy aaya sagar..

logon ki iss bheer main koi apna zaror hai..
Kal Chaand Se Ye
Sawal Kia

Bata Tou Sahi
Wo AjNabi Dikhny
Mein Kesa Hy

Tou Us Ne Kaha

Kuch Meri Kirno''n
k Jesa Hy

Kuch Aftab k Jesa Hy

Kuch Kalliyo''n c Hy
Muskaan Uski

Kuch Khilty Gulab
Jesa Hy

Kuch Ujaly Mein Hy
Jhalak Uski

Kuch Raat k Shabab
Jesa Hy

Agr Husn Ko Main Ek
Sawal Kaho''n Tou

Us k Jawab Jesa Hy

Jisey Dekho''n
Aur Chuu Na Sako''n
Aise Sundar Khwab k
Jesa Hy

Kehty Hyn ISHQ
Ibadat Hy

Tou Us Ibadat k
Sawab Jesa Hy
Bas Ek Tum Hi Nahi Thay

Meri Takmeel Mein Shamil

Mere Apne

AjNabi

Sab Hi Shamil Thay

Phir Aisa Kyun Hua .. ?

Ek Bas Tumhary Jane Se

Meri Zaat Mein
Ashuura-pan

Baanjh Rutto''n Ki Terha

Theher Gaya Hy ... !!
Teray hjir men hm khud se bicharh gae.

Har shakhs teray bad hmen ajNabi laga.....
Kahani dard ki main zindagi se kya kehta

Ye dard us ne diya hai usi se kya kehta

Gila to mujh ko bhi karna tha piyaas ka lekin

Jo khud hi sookh gayi us nadi se kya kehta

Mere aziz hi mujh ko samajh na paye kabhi

Me apna haal kisi ajNabi se kya kehta

Andheri raat ne mujh ko bohat sataya hai

Bhala ye baat mein ab roshni se kya kehta.

Tamaam shehar mein jhoot ka raaj tha''WASi''

Mein apne gham ki haqeeqat kisi se kya kehta....
ik aise shakhs se bhi rah o rasam hain apni

ju berukhi se milen aur ajNabi na lageeeee
Zamanay Bhar Ki NigahOn Main Jo Khuda Sa Lagay
Wo AjNabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay

Na Jaanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa
Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay

Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas
K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay

Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay
Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay

Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel
Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay
(Sehri Ki Barkat)
605,
Hadis-E-Nabi(S.A.H.W)
HAMAREY Or Ehl-E-Kitaab K ROZON K Darmiyan Farq Karney Wali Cheez
" SAHERI Khana " Hai . . . /
YA ALLAH..

Iss Ba-Barkat Raat Main Ham Ko Woh Tamam Naematain

Atta Farma Jo Nabi PAK (S.A.W) Ne Maangi Hain.

Aur Un Tamam Fitnoun/Museebatoun Se Mehfooz Farma,

Jin Se Hazoor-E-Pak (S.A.W) Ne Panah Maangi Hai.

( A A M E E N )

^~^ "SHAB-E-QADAR MUBARAK" ^~^
''Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 AjNabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal...''
Shakila: Kal me bus stop par khari thi k, ek larka aaya, mera haath thaam lia, or mujhse izhar e ishq krne laga..
Jamila: Haye Allah! Tmne use daanta nhi, khamosh kerne k liye kia kaha?
Shakila: Nhi tmhe to maloom he, Ammi ne mjhe ajNabi logo se baat krne se mana kia hai..