Laash SMS Messages49 messages

Khushi ki bazm main bhi ghum taLaash kertay hain,
Dil-e-BATOOL s.a ka marhum taLaash kertay hain,
Maza mila hay aazaa-e-HUSSAIN a.s se itna,
Hum eid main bhi muharram taLaash kertay hain
aap yahan maze se sms parh rahe ho or udhar poori saudi govt pareshan hai. sab aap ki taLaash mein hein jaldi pohncho! kyun ke haji pather marne ke liye aa gaye hain.
Shaam bhi udas hogi raat bhi udas hogi,Kafan me lipti meri Laash hogi...
Ae dafna ke janewalon unse keh do,Qabar me bhi unki tasvir mere saath
hogi....
TaLaash karo koi tumhe mil jayega !
Magar hamari tarah , tumhe kaun chahega !!
Jaroor koi chahat ki nazar se tujhe dekhega !
Magar Aankhein hamari kahan se laayega .... !!
Mind Blowing And Heart Toching Thought:

Laash Paani Mein Tairti
Kyun Hai..??


Kyun K . . .



Doobne K Liye Zindagi
Chahiye . . .
Haathon Ki Lakeeron Main Ussko Dekha Hey Mainey
Kabhi Bhi Mujhe Woh Shaks Aisey TaLaash Karta Na Hoga


Usska Ehsas Beh Raha Hey Mujh Main Laho Ki Manidd
Mujhe Woh Apney Ansoun Main Bhi Pata Nahin Hoga


Apney Naam Ko Main Usske Naam Se Jor Daiti Hon
Merey Aur Usske Rishtey Ka Ussey Kheyal Bhi Ata Nahi Hoga


Jissko Mana Hey Mainey Sabab Mussarat-e-Zindagi
Woh To Mujhe Apna Dukh Bhi banata na hoga
Ek din inhi kabro mein meri Laash hogi......
Khuda kasam us din to sabse udaas hogi.......
Phir tujhe mujhse milne ki aas hogi....
aur tu behad hataash hogi.......
Kuch iss adaa se aaj wo pehlu-nasheen rahe
jab tak hamaare paas rahe hum nahin rahe

imaan-e-kufr aur na duniya wa deen rahe
ae ishq shaadabaash ki tanha hameen rahe

ya rab kisi ke raaz-e-mohabbat ki Khair ho
dasht-e-junoon rahe na rahe aasteen rahe

jaa aur koi zabt ki duniya taLaash kar
ae ishq hum to ab tere qaabil nahin rahe

mujh ko nahin qubool do aalam ki vusatein
qismat mein ku-e-yaar ki do gaz zameen rahe

dard-e-gum-e-firaaq ke ye sakht marhale
hairaan hoon main ki phir bhi tum itne haseen rahe

iss ishq ki talaafi-e-maafaat dekhna
rone ki hasratein hain jab aansu nahin rahe.
Kabhi Aansoo kabhi khushboo kabhi naghma ban ker

Hum sey har shaam mili hai tera chehra ban ker

Meri jaagi hoi raaton ko usi ki hai taLaash

Soo raha hai meri Aankhon mai jo sapna ban ker

Hum sey har shaam mili hai tera chehra ban ker

Kabhi aansoo kabhi khushboo kabhi naghma ban ker

Raat bhi agar aye tu bhujti nahi chehrey ki chamak

Rooh mai phail gya hai wo ujala ban ker

Dhoop mai wo khoo gya hath chorwa ker Raheel

Ghar sey jo sath chala tha mera saaya ban ker

Hum sey har shaam mili hai tera chehra ban ker
Tum bhi khafaa ho log bhii beraham hain dosto
ab ho chalaa yaqiin ke bure ham hain dosto

kis ko hamaare haal se nisbat hai kyaa kare.n
aankhen to dushmanon kii bhii pur nam hain dosto

apane sivaa hamaare na hone kaa gam kise
apanii taLaash men to ham hii ham hain dosto

kuchh aaj shaam hii se hai dil bhii bujhaa bujhaa
kuchh shahar ke chiraag bhii maddham hain dosto

is shahar-e-aarazuu se bhi baahar nikal chalo
ab dil kii raunaqen bhii koii dam hain dosto

sab kuchh sahii ''SaaMer'' par itanaa zaruur hai
duniyaa men aise log bahut kam hain dosto
APNA PATA CHALE NA KHABAR YAAR KI MILEY
DUSHMAN KO BHI NA AISI SAZA PYAR ME MILEY
UNKO KHUDA MILE HAI JINHE KHUDA KI TALaash
MUJH KO TO BAS EK JHALAK MERE YAAR KI MILEY
Her kisi key lub yeh poochtey hein

Her uthti nazar mai aik sawaal hai

jab fard taraqqi kertey hain

phir qoumoon ko kyun zawaal hai

khoobsurat chehroon key bud surat rawayaye hein

tum hi kaho Aey logo yehi his-e-jamaal hai?

pyaar key matLaashi bhi nafratein philaatein hein

dosroon pey takya karney mai, apna kia kamala hey,

dosti ki aar mai, umeedein lagaey bethein hein

khud-farebi ka pyaara sa yeh mehaz ik jaal hey.