Kisa SMS Messages28 messages

KABHI YAAD AYE TO PUCHNA ZARA APNI KHALWAT E SHAAM SE
KisaY ISHQ THA TERI ZAAT SE KISY PYAR THA TERAY NAAM SE
ZARA YAAD KARO K WOH KAUN THA JO KABHI TUJHAY BHI AZIZ THA
WOH JO JEE UTHA TERAY NAAM SE WOH JO MAR MITA TERAY NAAM PE
HUMAIN BERUKHI KA HAI NAHI GILA K HAI YAHI WAFAON KA SILA
MAGAR AISA JURM THA KAUN SA K HUM GAYE DUA O SALAM SE
NA KBHI VISAAL KI CHA KI NA KBHI FIRAQ MAIN AAH KI
K MERA TAREEQA E BANDAGI HAI JUDA TAREEQA E AAM SE...
Woh Pyar Ka Saboot Dikhaya Karta Tha
ansoo Baha Kar Humein Manaya Karta Tha

yeh Zindagi Sirt Tum Se Hi Wabasta Hai
aksar Yeh Baat Humein Bataya Karta Tha

us Ki Batoon Mein Kuch Aisa Asar Tha
mein Barish Ke Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha

soney Ki Fursat Hi Kisay Thi
woh Humein Sari Raat Jagaya Karta Tha

bechaini Jab Had Say Barh Jati Thi
woh Ji Bhar Ke Galay Lagaya Karta Tha

woh Itni Mohabbat Karnay Wala Badal Gaya
jo Har Baat Par Meri Qasam Khaya Karta Tha
Jaanay kub kon Kisay maar day kaafir keh kar
Shehr ka shehr musalmaan huwe phirta hay
U R My
" DAWLANCE "
{ Q k dawlance reliable hai }

My
" PEL "
{ Aj B Kal B }

M Ur
" SUFI "
{ Jo Naam Hai Eitmaad Ka }

Our Relationship Like
" KisaN "

{ Itnna Khalis jitna pyar }
Zindagi Ki Rahoon May Janay Kisay Kaun Mila..






Kisi Ko Hum Na Milay Aur Kohi Humein Na Mila..
Gadhay K Bachche
.
.
.
.


10inch k hotay hain




Kuttay Ki Nasal
.
.
.



Mukhtalif Kisam ki hoti hain




Bandar K Bachchay
.
.
.
.



Shararti hote he..;->
kuch bholi bisri yadaian
kuch piyari piyari baatain hain
kuch kisey un ki chahat k
kuch lafaz piyar muhabbat k
kuch khas nahi hai mera piyar
per itna aam bhi naa samjhoo
woh dunia ki shikayat kerta hai
per piyar woh mujeh sey kerta hai
us ko nahi maloom mager
woh kho jay ga ik din jab
hum praymi loog hi chahain gay
woh phir sey kahain aabad to ho
woh aansoo aansoo roey ga
jab chahat hamari tarsaye gi
tab hum bhi kahaian gay ab jana
woh yaadaian to diwani thin
woh jhota Kisa tha sara
hum ko tum sey piyar nahi
Teacher Pathan Sy:
Qatil Kisay kehtay hain?

Pathan:
Pata nahi..?

Teacher:
Agar tum apni Biwi ka Qatal kar do to tum kya kehlao gay...?

Pathan:
"ZARDARI"
muhabbat khud batatee hai kahan kis ka thikana hai
Kisay ankhon mein rakhna hai Kisay dil mein basana hai

riha karna hai kis ko aur Kisay zanjeer karna hai
mitana hai Kisay dil say Kisay tehreer karna hai

ghironda kab girana hai kahan tameer karna hai
issay maloom hota hai safar dushwaar kitna hai

kisi ki chashm-e-giriya meain chupa iqrar kitna hai
shajar jo girnay wala hai woh saaya daar kitna hai

safar ki har saobat aur tamazat yaad rakhti hai
jissay saraay bhula dalain muhabbat yaad rakhti hai
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Dard kya huta hay tanhaii Kisay kahtay hain
Chaar su goonjti ruswaii Kisay kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Koi lamha hu teri yaad main kho jatay hain
Abb tu khud ko bhi mayassar nahin aa patay hain
Raat hu din hu teray piyar main hum bahtay hain
Dard kya huta hay tanhaii Kisay kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Yun tu duniya ki her ik cheez haseen huti hay
Pyar se barh kay magar kuch bhi nahin huti hay
Raasta roak kay her ik se yehi kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Dard kya huta hay tanhaii Kisay kahtay hain
Hum To Kitno Ko Mehjabeen Kehtay
Aap Hain Is Liye Nahin Kehtay
Chaand Hota Na Aasman Pay Agar
Hum Kisay Aap Sa Haseen Kehtay
Aap nay Auron Say Kaha Sub Kuch
Hum Say Kuch To Kabhi Nahin Kehtay
Raat Dekha Tha Jate Jate Unhain
Chaand Ko Apna Janashin Kehtay
Hum To Kitno Ko Mehjabeen Kehtay
Aap Hain Is Liye Nahin Kehtay
Chaand Hota Na Aasman Pay Agar
Hum Kisay Aap Sa Haseen Kehtay
Aap nay Auron Say Kaha Sub Kuch
Hum Say Kuch To Kabhi Nahin Kehtay
Raat Dekha Tha Jate Jate Unhain
Chaand Ko Apna Janashin Kehtay