Khamosh SMS Messages172 messages

Har Khamoshi nu Ikraar nahi kehnde,
Har nakami nu haar nahi kehnde.
Rajni Ki hoya je asin tuhade nahi ho sakde,
Sirf mil jaan nu hi pyaar nahi kehnde
Khamoshi naal na maar mainu
Eh taan dass mera kasoor ki hai
Ya taan katal kar de yaa gal kar lai
Dass dohaan vichon manzoor ki hai??
Tere dardan nal o pardesi,
kevain hodi he mulaqat na puchh,

Bund kamray di Khamoshi wich kevain katday nay din raat na puchh,

Har roz musalsal hanjuan di ,kevain hondi he barsat na puchh,

Meda yar tu ap siyanaan aen, meda chehra perh halat na puchh.
Question of The Day:

Agar Tum Larki Hoti Aur
Mera Rishta Aata to Tum Kiya Karti.



Send this sms to your Friends & Enjoy Fantastic answers.

Aap ki Khamoshi ko Main Han Samjhon ga!
Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain Khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai…….
Thought Of The Day :)

Parindon ko milegi manzil ek din,
ye faile hue unke par bolte hai
wohi log rehte hai Khamosh aksar,
zamane mein jinke hunar bolte hai
Raat Khamosh hai chand Khamosh hai,Par dil mein shor ho
raha hai. Kahi aisa to nahi ek pyara sa DOST bina
Good night kahe so raha hai...
Kajal si Khamosh raaton mein bhi, Dil mein roshni jagmagane
lagti hai...Jab aap jaise pyara dost ka khayal aata hai,
Aur hole se dil kehta hai Good Night.Sweet Dreams....
raat Khamosh hai chand bhi Khamosh hai,
par dil main shore ho raha hai,
kahin aisa to nahi ek pyaara sa dost,
bina good night kahey so raha hai.
ZUBAN Khamosh AANKHON MEIN NAMI HOGI,


YEHI BAS EK DASTAN-E-ZINDAGI HOGI,


BHARNE KO TO HAR ZAKHAM BHAR JAYEGA


KAISE BHAREY GI WOH JAGAH JAHAN TERI KAMI HOGI.
Be qarar tanhaiyon ka silsila reh jayega,

tere mere darmiyan bus Ik khala reh jayega,

ashq beh jayenge sarey dukho k sailaab main,

aur koi paniyo mai jhankta reh jayega,

mujhko mere humsafar aisa safar DAR paish he,

Rasta kat bhi gaya to fasla reh jayega,

log so jayenge Khamoshi ki chadar ourh kar,

chand sune angano mai jagta reh jayega,

Jo kabhi us nay parhi thi mujhse mang kar.

naam mera un kitabo mai likha reh jayega . . .
suno khudh se mughay tum juda na karo
meri mohabbat ko tum youn ruswa na karo

ye sab khel hain taqdeer ke Milan aur judai
per tum to apni zindagi se mughay juda na karo

mana bohat khudh garz hun aur khush faham bhi main
per tum bhi mere sitam ko youn saha na karo

saza do mughay tum meri berukhi ki zaroor
magar aise mugh se apne mun ko tum mora na karo

janta huun tanha hai sabhi ki sada se ye zindagi
aise Khamosh rehker use aur tanha na karo