Khamosh SMS Messages172 messages

Tou soach lena...
ghataen jhoom k sehra ki simt aa nilen...
gulaab cheer k seena chtaan ka mehken...
lagen jo rait k zarre bhi kehkishaan jaise..
falak k chand ko dharti pq rashk aane lage...
aur absharoon se naghma koi ubharne lage...
ya tar dil ka kisi k naam pe larzne lage...
ya sooti aankhon me yakbaar khwab jaar uthen...
fasoon shizaan ka baharon se hamkalam lage...
utarne palkon pe ek sumaai c shaam lage...
kisi k honton ki Khamoshi ek piyam lage...
rafaqton ka bhi moasam thehr thehr jaae...
tou soach lena k tumhen MOHABBAT hui k hui...
AJ TU BESABAB UDASS HAI JII
ISHQ HOTA TU KOI BAAT B THI

JALTA PHIRTA HOON DOPHARON MAI
JANE KIA CHEEZ KHO GAYE MERI

CHUPTA PHIRTA HAI ISHQ DUNYA SE
PEHLTI JA RAHI HAI RUSWAII

AAJ TU WO B KUCH Khamosh SA THA
MAI NE B IS SE KOI BAAT NA KI

AIK DUM IS KE HONT CHOOM LIE
YE MUJHE BETHE BETHE KIA SOOJHI

AIK DUM ISKA HATH CHORADIA
JANE KIA BAAT DARMIYAN AYEE

TU JO ITNA UDAAS HAI LATIF
TUJHE KIA HOGAYA BATA TU SAHI
AKSAR WO MUJH SY POUCHTE HY K!
KIA ZINDAGI HY OR KIA MOUT?
MAI Khamosh REHTA HUN OR DIL HE DIL MAI KHETA HUN K
THUJY PAA LIA TO ZINDAGI HY
OR KHOO DIYA TO MOUT
pareshani Khamosh hony sy kam,sabar karny sy khatam ore shukar karny sy khushi mein badal jati hy
Koi Ankhon Se Baat Ker Leta Hai,
Koi Ankhon Mein Mulaqat Ker Leta Hai,

Bada Mushkil Hota Hai Jawab Dena,
Jab Koi Khamosh Reh Ker Sawaal Ker Leta Hai,
,*, Kuch Anmol Batain Meri Diary Se ,*,
1. Aalim Se Ek Ghantay Ki Guftgoo 10 Baras K Mutalla Se Behtar Hai
2. Tehreer Ek Khamosh Zuban Hai Aur Qalam Haath Ki Zuban
3. Jhoot Bol K Jeetnay Se Behtar Hai Such Bol K Haar Jao
4. Waqt Se Pehle Kabhi Iraday Ka Izhaar Na Karo
5. Shikayat Na Karna Bhi Sabr Me Shamil Hai,
6. Khamoshi Be-Faida Guftgoo Se Behtar Hai
7. Dunia Me Sab Se Mushkil Kaam Apni Islaah Hai Aur Sab Se Sehl Dusron Par Nukta Cheni Karna
8. Umda Cheez Ko Hasil Karna Koi Khoobi Nahi Balkay Usay Umda Tareeqay Se Istimal Karna Khoobi Hai
9. Khud Pasandi Sab Se Bari Tanhai Hai
10. Khamoshi Barh Jaye To Haibat Ban Jati Hai
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye Khamosh ho jaye.
Zubaa Khamosh dil gumsum magar ye aankh nam kyon hai,
jo apne hi na ho sake unhe khone ka kya gam hain.
Aksar dosti karne wale,
apne dost ki tarif karte rehte hain
Taki wo unse juda na ho jaye.
Hum isliye Khamosh rehte hain,
taki un par koi aur fida na ho jaye.
Ta ajub un pay hy bay wajha sir jo partey hain
Kisi say laina na daina fazool lartay hain
Khamosh baithey howey hain Khamosh rehnay dain
Huk intezar me hyn apney aaqa k
log kyun phr kham khaa bigartey hain
Allah woh bhi waqt zamaney me laye ga
Dhonday say bhi nishan na batil ka payega
Khamosh is tarhan say jo rahey gi Kitab e Haq
Duniya me bolta huwa Quran Ayega
Lab Khamosh hain aankhon se baat hoti hai Aise hi mohabbat ki
shuruwat hoti hai ,,,...Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum
Pata nahi kab din kab raat hoti hai....