Mat karao intjar

Mat karao intjar
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye khamosh ho jaye.
  

Jun, 18 2010     135 chars (1 sms)     3294 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

kh0whiSh-e-iShaq b bhar p00r Saza
daiti h

aag ban kar j0 jawani k0 jala daiti h

itna b na t00t kar Chah00 kiSi k0

itni Chaht b M0habat k0 gira daiti
Wo tou Khushboo hai Hawaoon mai phail jaye gi
Masla phool ka hai wo kdhr jaye ga
itni Azziyat $ay U$s Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga...
Meri Yadoon Ne U$say Khoob Rulaaya Hoga..

Baat Be-Baat Aankh U$s Ki Jo Chhalkee Hogi.......
U$s Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga...

$ocha Ho Ga U$s Ne Din Main Kaee Baar Mujhay.......
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga...

Jahan U$s Nay Mera Zikkr $una Hoga Ki$i $ay..
U$s Ki Aankhon Main Koi Aan$oo Tou Aaya Hoga..

Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay........
Tunay Takkiye Ko Bhi $eenay $e Lagaaya Hoga..

Hokay Nidhaal Meri Yadoon $e Tunay Jaana.........
Meri Ta$veer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga......

Poocha Hoga Jo Ki$i Ne Tere Halaat Ka $abbab....
Tunay Baaton Main Khoob U$s $e Chupaaya Hoga.....
Ae Chashm-e-yaar ab na yaad, na nafrat, na ehsaas....!!
Kya hm kisi salook kay kaabil nai rahey....!!
Wo "ZAMANA" Chala Gaya, Jab Hum Tere "ASHIQ" Thea Ab Tu "KAABA" Bhe Ban Ker Ae Ga To Tujhe "SAJDHA" Nahi Kerein Geay.
Its Sincerity ...

In Any Relationship Responsible For Stronger Bonding

And

More Responsible To "Break Heart"
1st Sms : Lets Breakup Now ... Its all over !
.
.
.
.
2nd Sms : Sorry Sorry .. That wasn't for you !!! :O :S
do pal ki zindgani yahi bit jayegi,
har kali raat ke baad nayi subah aayegi,
agar khas logo ki yaad satayegi to,
kasam se apki yaad sabse pahle aayegi
I get so emotional when your not around.. I think the emotion
is called happiness
Zindagi teri rah main $hab-e-Arzo Teri Chah May
Jo ojar gaya wo ba$a nahi jo bichar gaya wo Mila Nahi
Jo dil-o-nazar ka $uroor tha meray paa$ reh kay bhi Door Tha
Wahi aik gulaab umeed ka meri $hakh-e- jaan Pay Khila Nahi
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye khamosh ho jaye.
Chhoor kar sahil-e-hayat chala ab safina mera kahiein thahry
zahar peena mera muqadar hay aur tere hoont dil-nasheen thahry
kis tarah tere aastaan pe rukoon jab na paoon taly zameen thahry
Mein tera shahar chhoor jaoon ga...

Mujh ko itana zaroor kehna hay waqt-e-rukhsat salaam say pehly..
toor loon rishta-e-nazar mein bhi tu utar aye baam say pehly
ye meri jaan mera vaada hay kal kisi waqt sham say pehly..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga.........