Kand SMS Messages57 messages

GIRL
Khuch te Pardy dary rakh .. Pawain piyar Bazary rakh
Telephone te tu karna nahe. Miss call e mary rakh
BOY..
Main kamry wich wariya ... Mairy Mathy wich wajjy Kand
Tainu telephone main ke karna . tare SIM e band
Sardar Apne Ghar Ka
Darwaza Kandhe Pe Utha
Kr Ja Raha Tha ..

Kisi Ne Poocha
Sardar g Kithy Ja Rhy Ho ???

Sardar g Ne Kaha:
Tala Khulwane ... ;->
Sardar G DuKandar Se.

1 Asli 7up Do. 7up Peeney K Baad,
Sardar G Ne 6 Dakar Mare Aur 1 Paad Mara.

DuKandar Se Bola,
Yeh Naqli Hy,
7up Nhe,
6up,
1 Down Hy =P ;->
Sardar : Mobile Me Kuch Mp3 Load Krwane Hen...

DuKandar : Memory Card Ha??

Sardar : Nahi! Kya Shnaakhti Card Chalega??
1 sardar begum ke liye chappal lenay gaya, duKandar:Sardar G size tou batao?
Sardar: yar wo tou mein bhool gaya hoon!
aisa kero meri KAMAR pe nishan dekh lo ;->
Main Tumhary Saath Hoon Aik Ehsas Ki Tarah...
Mujhay Buss Itna Kehna Hai,Kabhi Main Yaad Aaon Tou...

Kabhi Tanhai Ki Ratain Tumhen Ziyada Sataen Tou...
Kabhi Titli Na Bolay Tou, Aur Jugnou Lout Jaye Tou
Kabhi Jab Dil Bhi Bher Jaye,Koi Jab Sun Na Paye Tou...
Kabhi Sab Dost Sathi Bhi Jo Tum sey Routh Jain Tou

Kabhi Jab Khud Sey Larr Kar Thakan Sey Chour Ho Jao Tou...
Kabhi Chahtey Hoey Bhi Khud akelay Roo Na Pao Tou
Apni Ankhon Ko Band Karna Aur Mujhay Awaz Day Dena...

Phir Meray Tasawur Sey Jo Chahey Batien Keh Dena
Meray Kandhey Per Sar Rakh Ker Jitna Chahey Roo Lena...

Jab Main Khud Lout Jaon Tou,Apni Duniya Main Chaley Jana
Mager Buss Itna Kehna Hai K Jab Bhi Dukh Ya Khushiyon Main
Na gairon se nazare milaya karo, qasam hai na dil ko jalaya karo
Humein neend aati nahi raat bhar, na itna humein yaad aaya karo
Nigaahon me jo aa rahe hain nazar wo jazbe labon tak bhi laya karo
Nahin tum ko fursat mulakaat ki na jhoothe bahane banaya karo
Kabhi mere Kandhe per sir ko tikaye hume dil ke armaan sunaya karo
Kabhi apne Khayalon me dhaalo mujhe naghmo ki surat me gaya karo
Aaj ke daur mein aye dost yeh manzar kyun hai
Zakhm har ser pe har haath mein patthar kyun hai


Jab haqeeqat hai ke har zarrey mein Tu rehta hai
Phir zameen par kahin masjid kahin mandir kyun hai


Apna anjaam to maalum hai sab ko phir bhi
Apni nazaron mein har insaan siKandar kyun hai


Zindagi jeeney ke qaabil hi nahin abb zakhmi
Werna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jatay hain
Beetay lamhay hamein jab bhi yad aatay hain
Chand lamhat k wastay hee sahi
muskura kar mili thi mujhay zindagi
Teri agosh mein din thay meray katay
teri bahon mein thi meri ratein kati
Aj bhi jab woh pal mujh ko yad atay hain
dil say saray ghamon ko bhula jatay ahin
Meray Kandhay pay sir ko jhukana tera
Meray seenay mein khud ko chhupana tera
Aa k meri panahon mein sham o sahar
Kanch ki tarah woh toot jana tera
Aj bhi jab woh manzar nazar atay hain
dil ki veeranion ko mitta jatay hain
koi waqt purana yad aya koi dard suhana yad aya,
aur chalk se in deewaron per kuch likh kar jana yad aya,
tera milna neem ki chaon mein aur sir rakh dena Kandhe pe, mera ye kehna koi dekh na le tera wo ghabrana yad aya,
sakhiyon k jhurmat mein tera paani bharne jana,
mera dekh k tuj ko hans dena tera wo sharmana yad aya,
kabi aisa b hota tha main tuj ko chorne jata tha,
jub wapis aane lagta tera wo hath hilana yad aya,
beeghe kapron, beeghi zulfon, nange paon,
barsaat ki beeghi raton mein tera milne aana yad aya,
wo waqt gya lamhe beetay ab her taraf tanhai hai,
wo ik hai manzar ankhon mein tera wo chor k jana yad aya
Kuch kahain to tauheene hasti hai
Kaisi ajab yeh dunya ki basti hai
Maree ko tu dain Kandha sabhi
Magar zindagi raham ko tarasti hai
WADA KARO K Mere Marne Par Aogay

Or Mujhey Apne Hathon Sy Dafnaogay

Aogay Meri Maiyat Pe Apno Ki Tarha

Saamne Duniya K Aanson B Bahaogay

Bataogay Na Ksi Ko Hamari Alhedgi Ka

Wohi Purana Piyar Duniya Ko Dikhaogay

Dogay Sab Sy Ziyada Kandha MujheUmar Bhar Mere Naam Sy Na Ghabraogay

Chorh K Zamane Bhar Ki Khushiyan Mere Liye

Or Mere Dil Sy Apna Gham B Mitaogay

Roz Aaya Karogoy

Tum Meri Qabar pe

Or Bakhshish K Liye Haath B Uthaogay

WADA KARO"