Jafa SMS Messages21 messages

Behis hain ya log wafa soch k karna.
Hum jaise wafa darun ko khafa soch k karna.
Gul shakh se bichre to kahin ka nai rahta.
Tum zaat meri khud se juda soch k karna.
Hum majboor sahi par tujhe se kbi daga baz na hun ge.
Jb bi karo hum se gila soch k karna.
Ik bar jo rothe to mana tum tum na sako ge.
Be loss faqerun se Jafa soch k karna.
tari gafaton ko khaber kahan mary hol o dil ph nazer khan,,,

tu Jafa ke had man nah aa ska man wafa ke hd sy gujzar gaya
Be Sabab Youn Hi Sar-E-Shaam Nikal Aaty Hain,

Ham Bulaien Tu Unhen Kaam Nikal Aaty Hain,

Koi Hamen Shouq Tu Nahi He Aawargi Ka,

Ham Tu Unki Galiyon Me Hamkalam Hone Aaty Hain,

Unki Jafaon K Zakham Kehte Rehte Hain Kuch Is Tarah,

K Raat Ka Andhera Charhte Hi Dard Tamam Nikal Aaty Hain,

Kia Bataon In Husn Walon Ki Tujhe !...Wasi...!

Ham Bulain Tu Parda, Warna Sar-E-aam Nikal Aaty Hain.

=> 03337656310
Urooj par hai Tumhara Mosam,

Khizaan main Tum ko Khareed lengay,

Bano gay Hum say Reham K Talib,

Na Tumko Mohlat Mazeed dengay,

Adaa K Qissay hwy Purany,

Jafa ka Mousam Khatam hi samjho,

Karengy Tum say Hisaab jana,

Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay,

Wafa ki Lalach main Hum nay Jana,

Khoon apna JALA diya hai,

Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko

Saza bhi Sun lo Shadeed dengay,

Urooj par hay Tumhara Mousam,

Khizaan main Tum ko khareed lengay.
.
=> Tanveer Z. .
Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,

Wo shaks Jafa kar k ehsan kar gaya,

Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,

Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,

Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,

Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,

Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,

Bichra tu rasty merey dushwar kar gaya,

Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,

Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya
Ghooror toot gaya koi martaba na mila,

Sitam k bad b kuch Hasil-e-Jafa na mila ....

Sir-e-HUSSAIN(A.S) mila hai yazeed ko laikin,

Shikast ye hai k phr b Jhooka hua na mila =)
Ghuroor Tuut Gaya Koi Martaba Na Mila

Sitam K Baad Bhi Kuch Hasil-e-Jafa Na Mila

Sir-e-Hussain Mila Hy Yazeed Ko Lekin

Shikast Ye Hy K Phir Bhi Jhuka Hua Nahi Mila
Ehsaas use bhi hoga ek din apni Jafa ka
rula dega use ek din khayal meri wafa ka
usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse
jis insaan ko maine darja diya khuda ka..Ehsaas use bhi hoga ek din apni Jafa ka
rula dega use ek din khayal meri wafa ka
usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse
jis insaan ko maine darja diya khuda ka..
Kahin milay tu usay yeh kehna
Main saray arman jala chukka hoon
Jo sholey bharkey thay khawahishon k
Wo ansoyon se bhuja chukka hoon
Kahin milay tu usay ye kehna
K chaak-e-daman ko si raha hoon
Bari hi mushkil se g raha hoon
Dia jo nafrat ka zehar tu ne
Samaj k amrat
Main p raha hoon
Kahin miley to usay yeh kehna
Wo jazbay meray
Kuchal gaya hai
Jafa k sanchay mein dhal gaya hai
Na badlay mosam b itni jaldi
Wo jitni jaldi badal gaya hai
"SHIKWA"
Mere tarapney ka sabab na puch a dost. koi be-reham mere armano ka soda kar ke chala gaya. Hum ne to her sukoon us ki mohabbat mein luta dia. Koi be-dard mujh se aisi Jafa karke chala gaya. Mot ke saahil pe hr saans qaza ki muntazir hai. Mohabbat mein aisi koi hum se wafa kar ke chala gaya.
ahal-e-dil aur bhi hain ahal-e-vafaa aur bhi hain
ek ham hii nahi duniya se Khafa aur bhi hain

kya hua ger merey yaaron ki zabaanein chup hain
mere shahid mere yaaron ke sivaa aur bhi hain

hum pe hi Khatam nahi maslak-e-shoriidaa_sarii
chaak-e-dil aur bhi hai chaak-e-qabaa aur bhii hain

sar salaamat hai to kya sang-e-malaamat ki kami
jaan baaqi hai to paikaan-e-qazaa aur bhi hain

munsif-e-shahar ki vahadat pay na harf aa jaaye
log kahate hain ke arabaab-e-Jafaa aur bhi hain
Sook Ko Dadde Haya Milte Nahi ,

Yahan Nigahen Asane Se Milte Nahi,

Ye Bhi Hasrat Ka Kya Sitam Hey,

Ishq Se Husn Ko Dadde Jafa Milte Nahi