Hayal SMS Messages189 messages

A= Aitbaar
B= Bharosa
C= Chahat
D= Dosti
E= Enaayat
F= Faisla
G= Gham
H= Hamdam
I= Intizar
J= Justuju
K= KHayal
L= Lamhay
M= Mohabbat
N= Naarazgi
O= Omeed
P= Pyaar
Q= Qismat
R= Rishtay
S= Samjhota
T= Tamanna
U= Udasiyan
V= Virasat
W= Wada
X= Xcuse
Y= Yadain
In Sab Feelings Se Milkar Banti Hai Z=Zindagi
4Jaghon pr
4Chezon pr Qabo Rkho.!


1.Kisi k ghar me apni Ankhon pr,

2.Dastarkhan pe apne Hathon pr,

3.Mehfil me apni Zuban pr,

4.Ibadat me apne kHayalat pr!
Zindgi Inhi Namo Me Se Ek He.

A
Aitbar

B
Bharosa

C
Chaht

D
Dosti

E
Enayat

F
Fesla

G
Gham

H
Hamsafar

I
Intizar

J
Justuju

K
KHayal

L
Lamha

M
Mohabot

N
Narazgi

O
Omed

P
Pyar

Q
Qismat

R
Rishty

S
Samjota

T
Tamana

U
Udasi

V
Virasat
W
Wada

X
Xcuses

Y
Yaden

Z
Zindagi

Kesi Lagi Zindgi
Ghar Bhi Suna Hay Mere Deed K Aangan K Tarha ..

Loot Kar Waqat Na Aaya Mere Bachpan Ki Tarha ..

Par Tere Zulf Mere Bahty Huway Aasqoon Mien ..

Kisi Selaab Mien Bahti Huwi Nagin Ki Tarha ..

Kar K GHayal Mujhy Us Ka Bhi Bura Haal Huwa ..

Us Ki Zulfien Bhi Na Suljhien Meri Uljhan Ki Tarha ..

Aur Mujh Ko Ghurbat Na Dasa Us Ko Doolat Ki Hawas ..

Bik Gaya Who Bhi Baharhall Mere Fun Ki Tarha ..
Is Eid par
woh mere sath nhi hai..
magar woh, uski yaaden, uski baatain..
sub mujya yaad hain..
Us ne be mjya yaad kia ho ga..
phir mere kHayalon main khoye howe..
Tasawar ki kis lamhe main
dhere se kaha ho ga.

~ Eid Mubarak ~
Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti
dosti sirf jazbat nai hoti ,
kuch to kHayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka
warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti.
Jab-Jab tanhai ne unko sataya hoga,
tab-tab unko mera kHayal aaya hoga,
ghum yeh nahi hai ki woh bhool gaye humko
ghum yeh hai ki Ro-Ro kar Bhulaya hoga.
Rabba mere kanjar Dost nu suneha pahucha dayi,
Ohde dil ch kHayal mera pa dayi,
Mast hoya houga kise kudi de supnia ch,
Os kamine nu sadi vi yad dawa dayi.
Bheja nahi tha SHAIR ko jung ke kHayal se,
Lag jaati warna aag neher mein jalaal se,
Kat kat ke gire zulm ke parcham zamin par,
Tera alam jawan hain 1400 saal se.
Zeynab:

hay Zay say zennat e ajdad
yeh say yakta hy
to noon say yeh nabuwat ki mohsina tehri
jo bay ka raz ko khoolo to bay ali bolaa
thi baab e eelm ki beti to maulima tehri
misl e fatima zehra thi hubahoo zeynab
kHayal e fatima deen ki hay aabaroo zeynab
Apnay Dukhoon mein aya jo SHAHBIR(A.S) ka kHayal
Shikwa tarap ke shukar mein tabdeel hogaya
Har ghum mein KARBALA ne sahara diya humay
Har ghum GHUM e HUSAIN(A.S) mein tehleel ho gaya
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir usse zoo ka kHayal aaya hoga...