Hahto SMS Messages24 messages

Muhubbuton Main Her Ik Lamha Wisaal Hoga Ya Teh Huva Tha
Bicher Ke Bhi IK Dosray Ka Khiaal Hoga Ya Teh Huva Tha

Wohi Huva Na Badaltay Mausam Main Tum Ne Hum Ko Bhula Dia
Koe Bhi Rut Ho Na CHahtoon Ko Zawaal Hoga Ya Teh Huva Tha

Ya Kia Ke Sansain Ukher Rhayeen Hain Safer Ke Aghaz Hi Main Yaro
Koe Bhi Thuk Ke Na Rastay Main Nidhaal Hoga Ya Teh Huva Tha

Chalo Ke Fizaan Kashtieun Ko Jlaa Dain Gumnam Saheloon Per
Ke Ab Yahan Se Na Wapsi Ka Swaal Hoga Ye Teh Huva Tha
*. . .Ajeeb rishtay hein ye cHahtoon k beech,

wAs!

Koi kisi ka sab kuch hai aur
koi Kisi ka
'KUCH B Nh. . .*
A Good daughter says 2 her lover:

Han ye sach he k mujy tmse mhbt he..
Ye b sach he k me tmhari chaht hu.
Pr mri zindgi me cHahto ki kami to nhi..
Rishte or b hain sirf tum hi to nhi..
Apni zat k is pahlu sy aj milwaun tmhe..
Me kya hu kesi hu zara btlaun tmhe..
Me apni maa ki trbiyt me dhala sancha hu..
Apne baba ki umedo se pur ik khaka hu..
Apne bhai ki gairat hu janti hu me..

Mjse hi hai ghar ki izat manti hu me..
To behak jaun me ye kbi mumkin hi nhi..
K dil wo sb b rkhte hain,
sirf hum tum hi to nhi..
Mohabat wo nai jo rishty bhula dyti ho..
Muhabat wo hy jo bzurgon ki dua lyti ho... :)
CHahtoN main giley nahi hotey,
ishq main zabtey nahi hotey,
yad kartey hain dil hi dil main tujy,
apne dil main diye jalao"k"ab
ra$ton main diye nahi hotey,
kA$H! hum tum miley nahi hotey.
meri Qismat wo ban tu jaye magr...
Aaj kal mojzay nahi hotay....!
Main teri cHahton ka ahtram karta hon, main teri azmaton ko salam karta hon, Mil jain tujhy jahan ki sab khushian, or gham sary mein apne naam karta hon, Din to kat he jata hai mera dunya k kamon mein, Raat ko teri tasveron se kalam karta hon, Mangta hon mein khuda se teri mohabat, mein to bas in he duaon ka ahtamam karta hon, tum se shuru hua meri mohabat ka safar, tum per he apni mohabat ka ikhtetam karta hon.
Ak Chand Tanhaa Khila Raha meray Aasman Se Zara Parey
Meray Saath Saath Safar Main Tha Meri Manzilon Se Zara Pary

Teri Justuju k Hisaar Say Tere Khawab, Tere Khayal Se
Mai woh Shakhs tha Jo Khara Raha Teri CHahtoun Se Zara Parey

Kabhi Dil ki Baat Kahi Na thi, Jo Kahi Wo Bhi Dabi Dabi
Mere Lafz Puray to Thay magar, Teri Sama''atoun Se Zara Parey

Tu Chala Gaya meray Humsafar Zara Dekh Murr kay Ek Nazar
Meri Kashtian hain Jali Houe Teray Sahilon Se Zara Parey
Behtay hoay pani ko rokon kaisay,,
Yeh safar cHahton ka choron kaisay,,,
tum bin nahi hai adat is dil ko dharknay ki,,
tum bin piyar ka ashiyan banaon kaisay,,,
yeh duniya hai nafrat say bhari,,
her mor per hai mushkil khari,,,
tum bin her mushkil ko sahon kaisay,,,
her sapna sajh jata hai,,,
aankhon kay band hotay hi,,
sapnay tote janay kay dar say yeh nigahyn kholon kaisay,,,,
Ik chand tanha khara raha
Mere aasamn se zara parey

Mere saath saath safr mein tha
Meri manzilon se zara parey

Teri justju k hisar se
Tere khawab Tere khayal se
Mai wo shaks tha jo khara raha
Teri cHahton se zara parey

Kabhi dil ki baat kahi na thi
Jo kahi to wo bhi dabi dabi
Mere lafz poorey to thay magr
teri sma`aton se zara parey

Tu chala gya mere hamsafr
Zara dekh murr k to ik nazar
Meri kishtiyan hain jali hoi
Tere sahilon se zara parey
Yunhi Fasslon Ko Sajay Rakh.
Yehi Intazar Rehne De.

Mere Zehen-o-Dil K Sakun Per.
Mera Ikhtiyar Rehne De.

Teri CHahto Ka jo Dard Hai.
Ye Sub Khushi Se Qabool Hai.

Meri Chashm-e-Num Ka Guma Na Kar.
''Muje Askh Baar Rehne De.

Teri Bebasi Baja Sahi.
Meri Khush Fehmi Bhi Galat Nahi.

Tujhe Har Qadem Per Khushi Mile.
Mujhe So-Gawaar Rehne De.

Meri Guftugu Me Jo Dard Hai.
Wohi Dard Mera Naseeb Hai.

Main bhula Chuka Hon Dard Ko.
Mujhe B-Qaraar Rehne De.
Main Ikswin sadi main jana chaun ya na jana chahun,is say kya farq parta hai?waqt ka seel rawan,cHahton ko bahata howa,sapnon ko dabota howa,ankhon ko bhigota howa,in masafton tak lay hi jaega jinhain abhi daikha nhi,main chalun ya na chalun,main rukun ya na rukun,main rahun ya na rahun,mere hone ya na hone say kya farq parta hai?waqt ka karwan to rukta hi nhi.ye chalta hai aur chalta hi rehta hai...dam tori biswin sadi bohat saray dukhon ko meri sanson ki mala main paro ker guzarti chali gai aur main mahi bay aab ki tarhan,dard k kinaray par khara,kisi maseeha ka muntazir tha.
Izzaton say barh ker to aur kuch nahi hota
CHahton ki durri bhi,
Torna hi parti hai
Manzilon ki kashti bhi,
Morna hi parti hai
Bhoolna hi parta hai,
Khud say piyare lougon ko
Aur dil ke aangan mein,
Naqsh un ki tasweerain
Kuch haseen lafzon ki,
Kuch haseen tehreerain
Paaon jin mein jukrain hoon,
Kholna hi parti hain..
Khoobsurat aankhon mein basnay walay khawabon ko
Nochna hi parta hai
Dil se milta her rishta torna hi parta hai...
Kyun ke....
Izzaton se barh ker to aur kuch nahi hota....!
Aitraf E roshni mera sitara Nhi
main
to
ek umer ki musafat se uski cHahton ka aik B
JUGNO apni muthi main Qaid na kr saki