Haal SMS Messages283 messages

Loki Mere Piche Main Tera Deewana!
Teri AKHAN! akhan jiwen botlan shraab diyan
ZULFAN! zulfan ch khushbo gulaab di
TOR! Teri tor jiwen morni di tor
Tere baad main rabb toon magna nai kuj hor
Aaja aaja meri oor, Mere dil di tu chor
Nale sapnian di rani, Tere wargi nai koi hor
Kuriyan hazar, Kisse di nai majal
Paya tu akhan da jaal, Dilwaliyan da bura Haal
Pyar de, Mainu pyar day de
Ek wari nahin Wari wari day de
Hoke jagg toon begana, Tere gunn main gana
Loki Mere Piche Main Tera Deewana!
tere darshan kite bina na jee lagda mera,
khoobsurat husan hai sanu thagda tera,
tenu mile bina mera Haal anokha ho janda,
menu tere bina aitwaar kadna aokha ho janda
Sano ishq dy wich bayHaal
na kar,

Sadi zaat da zara khyaal
tay kar,

ik message kar dy sajna way,


Bayshak sano tu call na kar... ;->
Merey pass sey guzer gaya,

is ney daikha bhi nahe,

tum chahat ki bat kartey ho woh to bolo bhi nahe,

hum bara maan kartey thai isey jan samajhtey thai,

durr sey guzar gaya hamari taraf ik kadam chala bhi nahe ,

kya ab kabhi tu karey ga kisi ghair par bharosa

FawaD woh bhi to daita tha kasmey jis ney pucha Haal tak nahe
Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manaanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka ucHaal rakhtay hain
Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , Aankhain ,
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhain ,
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi ,
Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aankhain,
Woh Hum Se Baat Nahi Kartey , Tu Na Karey ,
Haal Sara Unkey Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhain,
Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath,
Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhain,
Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan Mein , Basa Deti Hain Aankhain,
Mana Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Key Rastey ,
Magar Kabhi Kabhar , Neend , Ura Deti Hain Aankhain,
Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , Aankhon Ki Neamat Humain,
Dard -O-Gham , Sarey Dil Key , Chupa Deti Hain Aankhain
zikr-e-shab-e-firaq se vehshat use bhi thi
meri tarah kisi se muhabat use bhi thi

mujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed ka
rasta badal ke chalane ki aadat use bhi thi

us raat der tak vo raha mahv-e-guftagoo
masroof main bhi kam thaa faragat use bhi thi

sunta tha vo bhi sab se purani kahaniyaan
taza rafaqaton ki zaroorat use bhi thi

mujh se bichar ke shaher main ghul mil gaya vo shaKhs
Haalaa ke shahar bhar se raqabat use bhi thi

"KASH"na jan khud ko nakaam kay bad zouq,
woh mana nahi par tujh say mohabbat usay bhi thi,

vo mujh se barh ke zabt ka aadi tha ji gaya
varna har ek saans qayamat use bhi thi
Kuch apni fiker na apna khayal karta hoon
Tu kya yai kam hai teri dekh bHaal karta hoon


Meri jaga per koi aur ho tu cheekh uthe
Mein apne aap se itne sawaal karta hoon


Ager malaal kisi ko nahi mera na sahi
Mein khud bhi konsa apna malaal karta hoon


Yai chand aur sitare rafeeq hain meray
Mein roz unn se bayaan apna Haal karta hoon


Tumhari yaad bhi aati hai abb mujhe kam kam
Tumhara ziker bhi abb kHaal kHaal karta hoon
............BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka Haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso''on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to Haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
Lamhay judai k bekarar kartè hain.

Haalat meray mujhay lachar kartè hain.

Ankhain meri parh lo kabhe.

Hum khud kaisay kahen k hum aap ko kitna yaad kartè hain.
Bichad kar tujhse zinda hoon meri taqdeer to dekho


Kabhi aakar mere Haalat ki tasveer to dekho


Deke pyaar ki Daulat kharide hai aanshu maine


Mili Jo ishq main humko zara jaagir to dekho


Usne mujhe mehfil main dekha to kaha Rakeebo se


Mera Aashiq , mera pagal mera deewaana to dekho.../
Alfaazo ki baat na karoo
Yunhii afsaane ban jaate hai
Milti hai aap se nazree jab
Yunhi jaam jhalak jatee hai
SambHaaliye is chaand se chehree ko

Ab alfaazo mai kia biyaan karo
Mera din tu hoa shoro abhi

Jab se hoi yeh raat shoro.../