Galat SMS Messages27 messages

dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya.
3 ata nahi tha.
4 karna bhul gaya.
5 nazar nahi aaya.
dad-Q. no 2 ?
son-bas wahi Galat ho gaya.. (-;
hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh Galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
Mohabbat ka asar hoga Galat fehmi main mat rehna
Wo badlay ga chalan apna Galat fehmi main mat rehna
Tasalli bhi usay dena ye mumkin hai main loot aaon,
Magar ye bhi usay kehna Galat fehmi main mat rehna
Tumhara tha tumhara hoon tumhara hi rahoon ga main,
Meray baray main is derja Galat fehmi main mat rehna,
Wafa ka ehad tuta hai ab chup chup k rotay hoo,
Tumhain main nay kaha tha na Galat fehmi main mat rehna.
Hasna Ohna di Aadat C
Aasi Galat Andaja la Bethe
Oh hasde hasde vasde rehe
Te aasi apna aap gua Bethe.
Owi tery wargi si jidy nal dill main lagaya,
Te d ill de ke chain guwaya,
Gurr nal ishk mitha O ho,
Ni g urr naly iskh mitha Aay hiyy,
Aar ya Par !aj di rat faisla main karna,
Tery Pichy soniyy main khuwaar,
Par a j d i rat sab kuj saf saf,
Tenu dasna jhoot bolna nai sajna,
Sady dowan di vich koi Galat fehmi rayyy na,
Haan main sharabi! par tery pichy chad daan sharab bhang,
Oda koi nai Ilaj Haan mainu yaran nal sarkan te piran da shok,
hmmmmmmmmmmmm Oda wi koi nai Ilaj,
Tera rang tera roop Naliy dill nu balan dia galan teri khob,
Jadon tery nall howan main araam nal sowan,
par ek gall khaway ! main wekhan tery wal,
Par yaad mainu hor Aawyyy,
Owi tery wargi si jidy nal dill main lagaya !!!
sardar: Mene kal easy load waly ko bewakoof banaya!
Boy: Woh kese?
sardar: Hum ne usko 100 Rupey dya or number Galat likhwa diya... ;->
na suno gar buraa kahe koii
na kaho gar buraa kare koii

rok lo gar Galat chale koii
baKhsh do gar Khata kare koii

bak rahaa huu’N junuu’N me’n kyaa kyaa kuchh
kuchh na samajhe Khudaa kare koii
Mohabbaton mien hawas k aseer hum bhi nahi...
Galat na jaan itney haqeer hum bhi nahi...

Nahi hai tu bhi qayyamat ki tand-o-tez hawa...
Kisi k naqsh-e-qadam ki lakeer hum bhi nahi...

Karam ki bheek na de tu aapna takht bakht sambhal...
Zaroratoon ka khuda tu,to faqeer hum bhi nahi...

Humien mitta de humari aana ko qatal na ker...
K be-zaraar he sahi be-zameer hum bhi nahi...
Yunhi Fasslon Ko Sajay Rakh.
Yehi Intazar Rehne De.

Mere Zehen-o-Dil K Sakun Per.
Mera Ikhtiyar Rehne De.

Teri Chahto Ka jo Dard Hai.
Ye Sub Khushi Se Qabool Hai.

Meri Chashm-e-Num Ka Guma Na Kar.
''Muje Askh Baar Rehne De.

Teri Bebasi Baja Sahi.
Meri Khush Fehmi Bhi Galat Nahi.

Tujhe Har Qadem Per Khushi Mile.
Mujhe So-Gawaar Rehne De.

Meri Guftugu Me Jo Dard Hai.
Wohi Dard Mera Naseeb Hai.

Main bhula Chuka Hon Dard Ko.
Mujhe B-Qaraar Rehne De.
muhabbaton Main Havas K Aseer Hum Bhe Nahe
Galat Na Jaan K Itnay Hakeer Ham Bhe Nahe

Aur Hamary Doobty Nabzoon Say Zindage Na Maang
Sakhee Zaroor Hain Per Itnay Ameer Ham Bhe Nahe

Per Nahe Hay To Bhe Qayamat Ke Tond-o-tez Hava
Kisi K Naqsh-e-qadam Ke Lakeer Ham Bhe Nahe

Hamain Bhoja Day Hamary Anaa Ko Khatam Na Kar
Bay Zarar Sahe Per Bay Zameer Ham Bhe Nahe
Meri deewangi ko Galatna samajhna,
maine chaha hai tumhe hadh se badhkar ,
meri zindagi se kabhi dur na jana,
maine paya hai tumhe kismat ki lakeeron se ladhkar
Meri deewangi ko Galatna samajhna,
maine chaha hai tumhe hadh se badhkar ,
meri zindagi se kabhi dur na jana,
maine paya hai tumhe kismat ki lakeeron se ladhkar