Fati SMS Messages18 messages

Sajday se karbala Ko Bandagi Mil Gai

Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gai

Ek Chamman FatiMA(S.A) Ka Ujra

Magar Sarey Islam Ko Zindagi Mil Gai
Itney qareeb say guzar kar gaya hai
Andaaz be rukhi kay num kar gaya hai
Mayat pe mari kharay ho kar anjaan bangaya hai
Kehta hai logon say yeh kon mar gaya hai
Aana mari kabar par aur parna phir Fatiha
Aur phir muskara kar keh dena acha howa mar gaya hai
HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN HUSSAIN SAY HOON AUR HUSSAIN MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FatiMA HUSSAIN KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN HUSSAIN K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.
HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN HUSSAIN SAY HOON AUR HUSSAIN MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FatiMA HUSSAIN KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN HUSSAIN K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.
karbala ki khak per kiya admi sajday main hai

maut ruswa ho chuki hai zindagi sajday main hai

ALI(A.S)ka bach raha tha waqt-e-fajar

FatiMA(S.A) KA LAL SHAYAD AB USI SAJDAY MAIN HAI
Kitni Bulandiyoon pai hai Eaiwan-e-FatiMAH(S.A)
Roouh-ul-Ameen hai soorat-e-Darban-e-FatiMAH(S.A)
Hasil kahan demagh ko Irfan-e-FatiMAH(S.A)
Khuld-e-Bareen hai Naqsha-e-Imkan-e-FatiMAH(S.A)
Kuch is liye bhi mujh ko Tilawat ka shauq hai
QURAAN hai lafz lafz, Sana Khwan-e-FatiMAH(S.A)
Zeynab:

hay Zay say zennat e ajdad
yeh say yakta hy
to noon say yeh nabuwat ki mohsina tehri
jo bay ka raz ko khoolo to bay ali bolaa
thi baab e eelm ki beti to maulima tehri
misl e Fatima zehra thi hubahoo zeynab
khayal e Fatima deen ki hay aabaroo zeynab
Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me
Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me
Bha gai qasim ki surat jab zameen k chand ko
ye kaha yun saatwin me chaudwin ka chand ny
hay pisar qasim hassan ka Fatima ki gaud me
Aisa lag raha k chaand agay hy chaand ki gaud me
Khush na Hamse Dushman e Haider Hua,Acha Hua
Dushman e Haider Ka Hamse Dil Jala, Acha Hua
Hogaya Nazdeek Mujse Rab Mera Ayy Doston
FatiMA ke Dushmano Se Fasla, Acha Hua
Krbala K Jaan
Nisaroon Ko
SALAM
Fatima Zahra K
Pyaroon Ko
SALAM
Jo Hussaini
Qaflay Mein
Thay Shareek
Kehtay Hain
Attar
Saroon Ko
SALAM
azadi k din par meri dua hai k ALLAH ap ko Quaid ki akal,
Iqbal ki shakal, Liaqat ki sherwani, Fatima ki jawani,
Nehru ki chal or gandi ji k baal de
AZADI DAY MUBARAK
1 Kabar ki Takhti Par likha hua tha...

"A Rah-E-Guzar Parh le Fatiha Meray Wastay"

"Kal tu Bhi Majboor hoga Is Dua K Wastay . . . :''(