Dunya SMS Messages229 messages

Main teri chahton ka ahtram karta hon, main teri azmaton ko salam karta hon, Mil jain tujhy jahan ki sab khushian, or gham sary mein apne naam karta hon, Din to kat he jata hai mera Dunya k kamon mein, Raat ko teri tasveron se kalam karta hon, Mangta hon mein khuda se teri mohabat, mein to bas in he duaon ka ahtamam karta hon, tum se shuru hua meri mohabat ka safar, tum per he apni mohabat ka ikhtetam karta hon.
Kuch to tanhai ki raton mein sahara hotatum na hotay par zikar tumharahotais Dunya mein koi hamdard na paya mein nayek hasrat hi rahi koi hamara hota
tumhain jana zarori hay .........
chalo phir is terhan ker lo
tum apnay rastay ho lo
naae manzil koi dhondoo
naae Dunya basaao tum
mujhay kuch dair rukna hay
yahan kuch kam kernay hain
yahan yadain hain kuch mairee
wo kuch beetay howay lumhay
wo anchal say giray thay ju
bikher ker dor tuk
mujhko paraishan ker rahay hain ju
unhain ik jaah kerna hay
kahain par dafun kerna hay
muhabbat kee qaber per ik naya qotbaa lagana hay
phir is kai bad mujhko lout jana hay
ab itnay kam hain janaa
tumhain jaldi hay tum jao
mujhay kuch waqt lag na hay
yai mah-o-saal hon shayad
ya shayad hon kaee sadyaan
tu phir kub tuk yahan baithee raho gi tum
dil ke daryaa mein utar ke dekho
tum mohabbat mujh se kar ke dekho

phir tumhein meri talab ho shaayad
tum kabhi mujh se bichaR ke dekho

ishq ka saaghar bohat hai gehraa
Doob kar khud bhi ubhar ke dekho

Dunya phir lagne lagegi dilkash
isko tum meri nazar se dekho

pyaar kehte hain kise,zaraa tum
meri baahon mein bikhar ke dekho

mera gham mehsoos karna ho to
meri raahon se guzar ke dekho

kya asar hota hai berukhii ka?
meri chaahat se mukar ke dekho

jo mohabbat ne hai dekha,tum bhii
uski aankhon meiN sanwar ke dekho
khud apnay liye beth ker sochein gay kisi din
yun hai k tujhay bhool ker dekhein gay kisi din

bhatkay huay phirtay hain kai lafz jo dil mein
Dunya nay diya wqt to likhein gay kisi din

hil jaein gay ik baar to arsh k dar o baam
ye khak nasheen log jo bolein gay kisi din

jati hai kisi jheel ki gehrai kahan tak
ankhon mein teri doob k dekhein gay kisi din

khushboo say bhari shaam mein jugnoo k qalm say
ik nazm teray wastay likhein gay kisi din

soein gay teri aankh ki khalwat mein kisi raat
saye meinb teri zulf k jagein gay kisi din.../
MUJ SA BECHAR KA KHUSH RAHTAY HO.
MARI TARHA TUM BI JHOOTAY HO..
AIK TAHNI PA CHAND TIKAH THA...
MAIN YA SAMJA TUM BAITHAY HO...
UJLAY UJLAY PHOOL KHILAY THAY...
BILKUL JAISAY TUM HANSTAY HO..
TUM TANHA Dunya SA LAROO GAY...
BACHON SI BATAIN KARTAY HO..
WO DIL KI BATIAN ZAMANAY BHAR KO NA YON SUNATA .. MUJAA BATAATA
WO EK DAFA TU MARI MUHABAT KO AZMATA .. MUJAA BATATA

ZUBAN-E-KHALKAT SA JANAY KIA KIA .. WO MUJ KO BAWAR KARA RAHA HAI
AIK DAFA TU ANNA KI DEWAR GIRATA .. MUJAA BATATA

ZAMANAY WALON KO KIA PARI K SUNAIN HAL-E-DIL SHAKASTAH...
MARI TU ARZO THI.. MUJAA BULATAH.. MUJAA BATATA

MUJAA KHABAR HAI ANDAIRAY USAY CHUPKAY CHUPKAY NIGAL RAHAY HAIN
MAIN US KI RAHON MAIN APNAY DIL KA DIYA JALATAH .. MUJAA BATATA

SITAM KIA HAI MUNEER .. K US NA SHAHAR CHORA HAI KHAMOSHI SA
MAIN US KI KHATIR YA SARI Dunya BI CHOR JATA .. MUJAA BATATA
yeh dekha hai maine azma ker...
dhoka dete hain logye akser qareeb aker...
kehti hai Dunya yeh baat mujhe se...
ke tum bhe choor doge kese ko apna bana ker...
main kehta hoon Dunya se...
jo insan khud he na ashna ho lafze piyar se...
ise choorega kon in tanha bheroon ki rahoon main...
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur bus

Kesay kahoon keh us ka irada badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur bus

Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur bus

Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur bus

Ab in main koi khwab sajanay nahi mujhay
Aankhon ko intazar tumhara hai aur bus

Main nay kaha keh khwab main dekhi hain barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur bus.
Ab jiya nahee''n jaata...!




Laug theek kehtay hai''n...


Saath marnay waalo''n k...


Khud mara nahee''n jaata..


Yeh bhi aik haqeeqat hay...


Chand laug Dunya may itnay pyaaray hotay hai''n...


Jo ager bichharr jaaey''n...


Phir jiya nahee''n jaata...!
Kisi Roz Shaam K Waqt

Suuraj K Aaram K Waqt

Mil Jaye Jo Saath Tera

Haath Me Le K Haath Tera

Duur Kisi Tanhai Main

Dunya Se Judaai Main

Ane Sung Bithao''n Tujhe

Dil Ka Haal Sunao''n Tujhe

Teri Izzat-o-Ehtraam Karoon

Tere Haatho''n Ki Lakeero''n Main

Talash Apna Naam Karoon . . .
Kuch kahain to tauheene hasti hai
Kaisi ajab yeh Dunya ki basti hai
Maree ko tu dain kandha sabhi
Magar zindagi raham ko tarasti hai