Dard SMS Messages490 messages

Dard B De Gaye Sitam B De Gaye
Zakham K Saath Saath Mujhe Merham B De Gaye
Do Lafzon Se Ker Gaye Wo Apna Maan Halka
Hum Ko Na Rone Ki Kasam B De Gaye
Ajnabi Log B Dene Lage Ilzam Mujhe
Jane Kahan Le Gaye gardish-E-Ayam Mujhe
Bhoolna Chaho Bhi To Tujhe Bhulaon Kese
Log Le Le K Bulate Hain Tera Naam Mujhe
MAt KhoL Mere Makaan K Udas Derwaze
Hawa Ka Sor Meri UljanhaiN berha Dega
MeiN Khoob Waqif Hoon APne Dost Ki Fikrat Se
Wo Jab degha Dard To Rula Dega
Dard Se Kehlna Seekh Gaye Hum
Gham Ko Jhelna Seekh Gaye Hum
Kia Bataon Meri Zindgi Ne Kis Qadar Tora Mujhe
K Mout K Saath B Kehlna Seekh Gaye Hum
Mera Afsura Chehra Iss Liye B Zard Rehta hai
Mujhe Apne Ilawa B Kisi Ka Dard Rehta Hai
Tumhare Dam Qadam Se Thi Ye Sab Mosam ki Rangini
Tumhare Baad Sara Saal Mosem Serd Rehta Hai
Tumhare Baad Baqi Aur To Sab Theek hai Lakin
Jahan Dil Tha Kabhi Pehle Wahan Ab Dard Rehta Hai
Hum TO Tere Dil KI Mehfil Sajane Aaye The
Teri Qasam Tujhe APna banane aaye the
Kis Bata ki saza di tu ne hum ko
bewafa ham TO tere Dard ko aapnane aaye the
Bol Na Bol Ay Jane Wale Sun To Le Diwano Ki
AB Nahi Dekhi Jati Hamse Ye Halat Armano Ki
Husn K Khilte Phool hamesha BeDardon K Hath Lage
Aur Chahat K matwalon Ko Dhool Mili Weerano Ki
Dil K Nazdeek Nazuk Jazbon Per Raaj Hai Sone Chandi Ka
Ye Duniya Kia Qemat Degi Sada Dil Insano Ki
Hasne Ki Chah Ne Itna Mujhe Rulaya Hai


Koi HamDard Nahi, Dard Mera Saaya Hai
khamosh lahjay main doost kabhi bola nahi kartay..
Darday Gham ko haar kisi kay samnay khola nahi kartay

Mohabbat too mohabbat hai barii anmool hoti hai
Mohabbat ko kabhi tarazoo main tola nahi kartay

Uss kay khamosh rahanay per koi ilzam nahi daay naa
Samandar too Samandar hai kabhi roya nahi kartay
Meray Dard ki kahani meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,
[b]Na Pocho Dard Mando Say Hansi Kesi Khushi Kesi
Museebat Sar Par Rehti Hai Kabhi Kesi Kabhi Kesi
Kyun har baar hum unki baton mein aa jaate hain
Kyun baar baar unke kehne se maan jaate hain
Har Dard ko sejhne ke baad bhi unke saamne muskurate hain
Aur aapne haaton se apne aasuon ko poochte jaate hain
tum dukhon ke soz ka
mosamon ke rog ka
Dard mat saha karo
udas mat huwa karo
yeh Dard hain hayat ke
kuch rung kainat ke
kuch dukh ki tez barishen
kuch phool hein nishat ke
tum phool bus chuna karo
khaar mat chua karo
UDAS MAT HUWA KARO