Chehre SMS Messages111 messages

Wo SUBHA Ka Sukoon

Wo PAANI Ki Thandak

Wo SAABUN Ki KHUSHBU

Wo DHULEY Huey Chehre
Ki Khoobsurati

Aap Kia Jaano


Ye Tou Srf Muu Dhone
Wale Hi Jante Hy ;->

Gud A.M
1 bat batao raz ki.

Kro us larki se ashqi.

Jis k Chehre pe ho sadgi.

Sanso me ho tazgi.

Chndni ho chand ki.

Rani ho raat ki.

Khushbu ho gulab ki.

Baten kre pyar ki.

Nazuk ho mizaj ki.

Ache ho ikhlaq ki.

Paband ho namaz ki.

Khidmat kre maa bap ki.

Aur kahey main hoon sirf aap ki
Ae chand apni chandni un per nichawar krna

unhain apni aagosh mein lena

unhain pyar se thapki dena

or kehna

"UNHAIN KOI YAD KRTA HA"

Ae barish apne nanhe qatron se

un k Chehre ko bigho dena un k

galon ko chom lena un k

hathon pe bosa dena or kehna

"UNHAIN KOI YAD KRTA HAI"

Ae pholo apni khusbo se un k

angan ko mehka dena un k

ghar ko moatar rakhna apni

pattian un pe bikhra dena unhain

halka sa jagana or kehna

"UNHAIN KOI YAD KRTA HA.
Bohut he mudat k baad kal jub kitab-e-maazi ko main ne khola, bohut se Chehrey nazar mein utrey bohut se naamon pe dil piseeja,ik aesa safha bhi uss mein aaya, likha huwa tha jo aansuon se,k jis ka unwan Pyaar tha, ye safha sub se he moutaber tha, kuch or aansu phir uss pe tapkey,phir uss se aagey main parh na paya,kitab-e-mazi ko band kar k ussi ki yaadon mein kho gaya main,agar hum saath hote tu Kesa hota,inhe khayalon mein so gaya main.....!
Ghar k dareechay se lagh ker tujh ko sonchtey rahey,
Baadlon ki gargarahat mein tujh ko khoojhtey rahey..


Dhoondhney ka silsila saari raat chalta raha,
Kabhi jaaghtey rahey, kabhi tujh ko sonchtey rahey..


Barish ki ek boondh pari jo mere Chehrey per,
Is nanhi si boondh mein tujh ko dhoondhtey rahey..


Yeh mausam bhi apne sath laata hai ek daastan,
Is daastaan ko sun ker tujh ko sonchtey rahey..


Apni sonch ko itna waseeh ker dia hum ney,
Keh samne sab kuch hai, phir bhi tujh ko sonchtey rahey...
Kiss qadar kaam barha deti hain yaadein usski
Neend aankhon se uraa deti hain yaadein usski

Main ne chaha jisko, ussko maalooom bhi nahi
Mujhko aur bhi deewaana bana deti hain yaadein usski

Main bhatakta hoon agar raat ke andhere mein
Hosla aur bhi barha deti hain yaadein usski

Jab uthaata hoon nighahein kisi aur Chehre ki taraf
Dil mein ik toofaan uthaa deti hain yaadein usski

jab bhi dil mein hota hai gumaan usski rafaaQat ka
Faasle aur bhi barha deti hain yaadein usski...
............BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso''on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar
Chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
Jane kya mujhse zamana chahta hai,
mere dil ko tod kar muskarana chahta hai,
jane kya baat jhalkti hai mere Chehre se,
k har shks mujhe aazmana chahta hai
Alfaazo ki baat na karoo
Yunhii afsaane ban jaate hai
Milti hai aap se nazree jab
Yunhi jaam jhalak jatee hai
Sambhaaliye is chaand se Chehree ko

Ab alfaazo mai kia biyaan karo
Mera din tu hoa shoro abhi

Jab se hoi yeh raat shoro.../
Ankhen thi kahan itni sharabi pehle

Chehre the kahan itne kitaabi pehle

Aaina zara dekhiye boson ke baad

Kya hoth the itne hi gulabi pehle.
Har pal kisi ke ane ki umeed to rehti thi


Aye khuda mujhe phir se wohi tanhai de


Na de chahe koi khushi bas itna karam kar


mera gam mere Chehrepe na dikhai de.
............BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka../
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka../
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera../
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka../
jab teri yaad aayi to koshish ke bawajood../
aankhon main aanso''on ko chupaya na jaa saka../
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain../
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka../
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho../
hum se to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka../
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar../
Chehre ka rang us se chupaya na jaa saka../
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye../
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka../