Bistar SMS Messages16 messages

Aankhon Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha,
Kashti Ke Musafir Ne Samundar Nahi Dekha,
Be-Waqt Jaungi To Sab Chonk Padenge,
Ek Umar Hui Din Me Kabhi Ghar Nahi Dekha,
Jis Din Se Chala Hoon Meri Manzil Par Nazar Hai,
Aankhon Ne Kabhi Meel Ka Patthar Nahi Dekha,
Ye Phool Koi Mujhe Virasat Mein Mile Hai,
Tum Ne Mera Kaanton Bhara Bistar Nahi Dekha,
Phathar Mujhe Kahta Hai Mera ChahneWalaa
Main Mom Hoon UsNe Mujhe Chhoo Kar Nahi Dekha...!!!
Khat Aisa Likha Hai Ke Nageene Jade Hai,
Wo Haath Ke Jisne Koi Zewar Nahi Dekha... * * * * *
Ikhtiar e Neend To Kab Ki Hum Se Chhoot Gai..

Ab To Sirf Bistar Pr Rasm e KaRwat Nibha Rahay Hain..!
*Sardar: Beta 2 Bistar kiun lagay?

Son: Ghr pe 2 guest ane hn.
Sardar: Kon?
Son: Ami ka bhai or mera Mamo

Sardar: Phr 1 or lga , mera sala bi a rha hai..:-)
Pehlay gallay lagao

phir kiss karo

phir Bistar pe litaao

phir neechay haath laga ke check karo




agar bachay ne susu ki hai to nappy badal do
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?

pappu : legs

Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?

pappu: paisay

Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat Bistar pe kartay hain

pappu: neend puri karte hain

girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain ki wajah se roti hai?

pappu : kaan main ched

MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
Mehraab par Ali(AS) hein to mimbar pe bhi Ali(AS)
Ka''aba gawaah dosh-e-Payambar(SAWW) pe bhi Ali(AS)

Khandaq, Uhad, Hunain to Khaibar mein bhi Ali(AS)
Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k Bistar pe bhi Ali(AS)

Har jaa Ali(AS) mileingay na daaman bachaiye
Bachna Ali(AS) se hai to jahannum mein jaaiye
zindagi ka safar maine jaana abhi
poora ho sakta yeh tere bina nahi
teri yaadein satayee,
din raat humko jalayee
pyaar ki shamma mere gulistaan mai jal sakti nai

guzra hua pal laut ke aasakta nai
tumko kho diya waapis paa sakta nai
kaise bhulaao wo manzar
kaanto bhara wo Bistar
sukooon se koi raat mai so sakta nai

dil ko to mere aisa lagne laga abhi
kab se thay tanha, tha tumhara nishaan kahi nahi
bikhri huee daastan
is aasman talay hum zinda
kis dar pe jayee hum, milta kahee koi saaya nahi
mai aksr thak sa jata hu
musalsal sochty tumko
k meri zindagi khali tumhary bin
khud b adhuri c
teri khawhish ki shidat ko sambhaly jab main
be''sudh ho kr gir jata hu Bistar pe
to aansu aankh se,
aur dil se
shikway phoot party hain
gilay khud se,
Khuda se
aur tumse karta hu,
muje kyu is qadar
tum yaad aaty ho?
AMMI KO BULAA DE KOI


Meri ammi ko bulaa de koi
Warna mujhko hi sulaa de koi
Mujhko Bistar ki to aadat hi nahin
Apni godi main jhulaa de koi
Shayad aa jaayen wo rona sunkar
Mujh ko bewajah rulaa de koi
Mainey kaee roz se nahin khaya
Us mohabbat se khilaa de koi
Mujhko khwaahish nahin miley duniya
Unko Bhi Humse Wesi Hee Mohabat Ho Zarori To Nahi
Aik Si Dono Ki Halat Ho Zarori Tou Nahi
Dil Ki Chahat Tou Kaie Khuawab Jaga Deti Hai
Han Magar Saath Mein Kismat Bhi Ho Zarori Tou Nahi
Meri Tanhayian Kerti Hain Jinhe Yaad Sada
Unko Bhi Meri Zarort Ho Zarori Tou Nahi
Muskurane Se Bhi Hota Hai Beyan Gham-E-Dil
Mujhko Rone Ki Bhi Aadat Ho Zarori Tou Nahi
Neend Tou Dard Ke Bistar pe Bhi Aa Jati hai
Unki Aagosh mein Ser Ho Zarori Tou Nahi
Unko Bhi Humse Wesi Hee Mohabat Ho Zarori To Nahi
Aik Si Dono Ki Halat Ho Zarori Tou Nahi
Dil Ki Chahat Tou Kaie Khuawab Jaga Deti Hai
Han Magar Saath Mein Kismat Bhi Ho Zarori Tou Nahi
Meri Tanhayian Kerti Hain Jinhe Yaad Sada
Unko Bhi Meri Zarort Ho Zarori Tou Nahi
Muskurane Se Bhi Hota Hai Beyan Gham-E-Dil
Mujhko Rone Ki Bhi Aadat Ho Zarori Tou Nahi
Neend Tou Dard Ke Bistar pe Bhi Aa Jati hai
Unki Aagosh mein Ser Ho Zarori Tou Nahi
*KIA TUM B . . .?




Sham ki dahleez pe aas ka deep jalatay ho . .

Or kisi awara patte ki ahat pr,

Darwaze ki tarf bhaage jate ho . .

KIA TUM BHI . . ?

Dard chupane ki koshish krtay krtay . .
Aksar thak se jatay ho . .
or
bila waja muskaratay ho . .
KIA TUM BHI . . ?
Neend se pahele palkoun pr . .
Dheroun khuwab sajatay ho. .
Ya phir Bistar pr late kr ,
Rotay rotay so jatay ho . .





KIA TUM BHI. . .?