Bhool ja SMS Messages166 messages

kabhi Lafz Bhool jaon
Kabhi baat Bhool jaon
Tujhe is qadar chahon
Apni zaat Bhool jaon
uth ker jo kabhi tere
paas se chal doon to
jaate huwe khud ko
tere paas Bhool jaon
Ta'ajjub Hai:

KHUDA Apni Itni Sari Makhlooq Me Se Bhi
Meri Choti Se Choti Zaroorat Nhi Bhoolta.

Or

KHUDA To Ek Hi He,
Phir Bhi HUM Use Bhool jate Hain.
Apni ankh ka Tara ya Chand kahoon,
Khud he batao kis
Naam se bulaon Tum ko,

Tum mere DIL ki Kharkan ban gaye ho
Phir batao kis tanrha Bhool jaon Tum ko?
kabhi Lafz Bhool jaon

Kabhi baat Bhool jaon

Tujhe is qadar chahon

Apni zaat Bhool jaon

uth ker jo kabhi tere

paas se chal doon to

jaate huwe khud ko

tere paas Bhool jaon
Zindagi ki raahon pay bohat sy yaar milein ge,

Hum keya hum say b ache hzaar milein ge,

In achon me hmein na Bhool jana,

Hm konsa tumhein hr bar milein ge
“SONEHRI BAAT”
“NAIKI” Kar K Aisy Bhool jaaya
Karo
Jaisay
Log
“Shadi” Kr k Muskrana Bhol jaaty Hain..
Dost ne dost ko gulab bheja hai
taaro ne aasmaan se paigam bheja hai

ae hawao jakar kahdo Bhool jane walo se
yaad karne walo ne salaam bheja hai
Main Apni Dosti Ko Sheher Mein Ruswa Nhi Krti,
Mohbt Main Bhi Krti Hoon Magar Charcha Nhi Krti,
Jo MuJ Se MiLne Aa Jaye Main Us Ki DiL Se Khadim Hoon,
Jo Utth K Jana Chahay Main Usey Roka Nhi Krti,
Jisey Main Chhor Deti Hoon Usey Phir Bhool jati Hoon,
Phir Us Hasti Ki
Janib Main Kabhi Dekha Nhi Krti,
Tera Israar Sir Aankhon Pe K Tum Ko Bhool jaon Main,
Main Koshish Kr K Dekhoon Gi Magar Waada Nhi Krti
"naiki" kar ke aisy Bhool jaaya karo
jaisy
log math ka paper dekh kar muskrana Bhool jaaty hen......:)
Hargiz aisey shakhs ki dosti ikhtiyaar na karo jo tumhari buraayion ko yaad rakhay aur tumhari khubiyon ko Bhool jaaye...
Kab usay intizaar mera tha
Ye to bas aetibar mera tha

Meri khush fehmi thi shayad
K us pe kuch ikhtiyaar mera tha

Kabhi uski bhi aisi haalat thi
Jaise dil-e-beqaraar mera tha

Ghamon mein qaid kar gaya mujhe
Wohi jo gham gusaar mera tha

Mein bhala kaise Bhool jaon usay
Jo kabhi aik baar mera tha
sitara hamari kismat ka us say mila hi nahi
wo kese hota hamara
aisa kabi hva hi nahi
hmne apni hr khushi dusron me bant di
ksi ne hme kya dya
ye kbi socha hi nhi

bato baton m mhbt is qadar brh gyi
use ab Bhool jaen kese itna hosla hi nhi
hr ksi ne hume matlab tak pyar kya
koi hamsafar ban kar sath chala hi nhi
hr koi mri chahat ko mazaq smjta rha
dil m he dard ktna koi smja hi nhi