Bewaf SMS Messages231 messages

zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kiya he,zindagi ne agar sath na diya to Bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
Woh Bewafa hamara imtihaan kya legi,
milengi nazron se nazar toh nazar jhuka legi,
use meri kapar p diya jalane ko math kehna,
woh nadaan hain doston apna haath jala legi...!!
Aapki yad na aaye to hum Bewafa, Aap bulao aur na aaye to hum Bewafa,
Hume maarne k liye khanjar ki zarurat nahi,1bar nazar fer lo, na mar jaye
to hum Bewafa
hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki Bewafai se kuchh to sabak liya......
Aanken band kar k bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o Bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon
Jaanta hu ke Bewafa hain who,
Fir bhi dil ke haatho fareb khata hu.
Roz kehta hu ki bhool jaaunga usko,
Roz isi baat ko bhool jaata hu.
Kasoor to tha in nigahon ka ,
jo chupke se deedar kar baithi.
Humne to khamosh rehne ki thani thi,
par Bewafa ye zuban izhar kar baithi....
Kasoor to tha in nigahon ka ,
jo chupke se deedar kar baithi.
Humne to khamosh rehne ki thani thi,
par Bewafa ye zuban izhar kar baithi....
Chaman mein rehte hai,
kaanto par sote hai,
us Bewafa ki yaad jab jab aati hai,
to jee bhar ke rote hai!
Tere husn ki tareef karu to tarana na ban jaye,

Teri Bewafai ka zikar karu to fasana na ban jaye.

Mat ker logon mei itna zikr mera,

kahin mera zikr tujhe chedne ka bahana na ban jaye
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...

Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai''

Tu agar Bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..

Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...
Aye mera janaza uthane waalo

dekhna koi Bewafa paas na ho.

Agar ho to us se kehna

aaj to khushi ka mauka hai,

udaas na ho