Basta SMS Messages45 messages

When you are sad.....
I will help you plot revenge against the sorry Bastard who made you sad.

When you are blue.....
I''ll try to dislodge whatever is choking you.

When you smile.....
I''ll know you finally got laid.

When you are scared.....
I will rag you about it every chance I get.

When you are worried.....
I will tell you horrible stories about how much worse it could be, and to
quit whining.

When you are confused.....
I will use little words to explain it to your dumb ass.

When you are sick.....
stay away from me until you''re well again. I don''t want whatever you have.
Jis ne Mun Mora Mushkil Kusha Se
Door Hogaya Phir WO Khuda se
Jis Ki WaBastagi Hi Nahi Hai
Ab Bhi Darwaaza e Sayyida Se
Dehr Me Darbadar, Zindagi Bhar
Thokerain Yuhin Khata Rahega
WaBasta hain suraj se kirne.
Chand se sitare.
Sahil se sumander.
Dareya se kinare.
Phool se khushbo.
Mazi se yadeen.
Khushi se gham.
OR
Ap se hum..
apane haathon se yun chehare ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho to saamane aate kyon ho
tum kabhii meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-vafaa
pyaar karate ho to phir pyaar chhupaate kyon ho
ashk aankhon me merii dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho
in se vaaBastaa hai jab meraa muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf haTaate kyon ho
roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyon ho
milane aate ho to phir lauT ke jaate kyon ho
Tere Khayal Se jee churaon kaise
Ek aag dil main lagi he bhujaon kaise
Meri har sans tri yad se waBasta he
Phir tu hi bata tujhe bhool jaon kaise
December aa ker guzer jaye gaa
Ik pair kay na jaaney kitnay pattey giraa jaaey gaa
December aa ker guzar jaye gaa
Chiriyaa''n chehkein gee yakh-Basta raato''n may
Aur pairo''n pey aa ker yeh gumsum rahein gee
Na koi hari shaakh ho gee
Na koi patta ho gaa
December aa ker guzar jaye gaa
Kitney parindey be-ghar ho jaain gey
Jalaa dey gee unn ko december ki thandi hawa
Na jaaney kitney khwaab bin taabeer dhal jaain gey
December aa ker guzar jaye gaa
Ik pair kay na jaaney kitney pattey giraa jaye gaa
Aah december lout aaya hai...
Yakh Basta thhithharti hui taweel raatein
Yaadoo''n ka aanchal aurh ker
Meray dil kay taqchon mein
Aashaao''n kay deep jalaati hein
Meray mann mein bajti ghantiyoun ney
Barff ki chaadar aurhi hai
Rooh pehlay sey khwaaboun per
Koher ka perda chhaya hai
Hijr ki lambi raato''n may
Chhat per tanha teheltey howey
Shaal ka kouna dhalak gaya hai
Balconey kay hairaan chaand per
Meray aansoo''n ka saaya hai
Aah december lout aaya hai
Taraash ke mere baazoo uraan chorh gaya
Hawa ke pass burahna kaman chorh gaya

Rafaqaton ka meri usko dhyan kitna tha
Zameen leli mager aasman chorh gaya

Ajeeb shakhs tha barish ka rung dekh ke bhi
Khule dareeche pe ik phool daan chorh gaya

Jo baadlon se bhi mujhko chupaye rakhta tha
Barhi hai dhoop tou be-sayeban chorh gaya

Nikal gaya kahien andekhe panion ki taraf
Zameen ke naam khula baadban chorh gaya

Uqaab ko thi garz faakhta pakarne se
Jo girr gayi tou yunhi neem jaan chorh gaya

Najane konsa aaseb dil mein Basta hai
Ke jo bhi thehra woh makan chorh gaya

Aqab mein gehra samnder rahe saamne jungle
Kiss inteha pe mera meherban chorh gaya--
Mai Bujhe Giya Hoon~!~

Ik Diya Hoon

Taiz Hawaon Kai Jhonkon Sai
Bus Bujhe Giya Hoon

Mai Jalraha Tha Barsoon Sai
Nibbat Raha Tha Arsoon Sai

Ab Bujhe Giya Hoon
Haan Ik Diya Hoon

Jalta Tha To Roshni Thi
Andhairoon Mai Ghir Giya Hoon

Mai Bujhe Giya Hoon
Ik Diya Hoon

Mujhe Sai WaBasta Saatoon Nai
Moon Mujhe Sai Moor Liya Hai

Mairay Andhairoon Ko
Mairay Sang Akaila Chor Diya Hai

Bus Abb Aandhion Ka Intizar Hai
Maira Abb Rahna Baikaar Hai

Mai Bujhe Giya Hoon

Haan Ik Diya Hoon
apnay haathoon se yun chehare ko chupaate kion ho
mujh se sharmaate ho to saamane aate kion ho

tum kabhii merii tarah kar bhii lo iqaraar-e-vafaa

piyar karate ho to phir piyar chupaate kion ho

ashk aunkhoon main merii dekh ke rote kion ho

dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kion ho

in se vaaBastaa hai jab meraa muqaddar phir tum

mere shaanoon se ye zulf hataate kion ho

roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kion ho

milane aate ho to phir laut ke jaate kion ho
Teri Tasweer meri Ankhon main Basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai

Teri yadoon say waBasta meri takdeer hai lekin
Tujhe naa paa ker meri takdeer roothi kyun hai

Mujh ko hai khaber asaan nahin tujhe haasil karna
phir bhi yeh intizaar yeh bekarari kyun hai

Barson guzar gaye meray tanhayee main lekin
Meri baanhon ko aaj bhi tera intizaar kyun hai

Teri chahat ki kasam khoon kay aansoon royaa hon
Ab nahin hai kuch bakee phir yeh jaan bakee kyun hai

Khatam huwa mera yeh afsana ek baat batadoo lekin
Anjaam tha malooom mujh ko phir yeh muhabbat kyun hai
Apne Haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho, Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho... Tum Kabhi Mere Tarha Kar Bhi Lo Ikraar-e-Wafa, Pyar Karte Ho To Phir Pyar Chupate Q Ho... Ashq Aankho Mein Mere Dekh K Rote Q Ho, Dil Bhar Aata Hai To Phir Dil Ko Dukhate Q Ho... In Se VaaBasta Hai Jab Mera Muqadar Phir ....!!! Mere Shano Se Ye Zulf Hatatay Q Ho......!! Roz Mar Mar K Mujhe Jeenay Ko Kehte Q Ho, Milne Aatay Ho To Phir Laut K Jatay Q Ho... Apne Haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho, Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho