Bard SMS Messages57 messages

Khud Main Bardasht Kee Addath Daal Rahe Hain Hum

Apni Muhabat Ko Logon Se Chupa Rahey Hain Hum

Woh Na Milli To Kya Hua Arey "AB"

Zalimon Younhi Jooti Baton Se Khud Ko Behla Rahey Hain Hum
"Pyar kya hai"
Pyar- wo ehsas hai jis k saharey zindagi guzara assan aur bamani ho jata hai.
Pyar- wo dard hai jo Bardi sey Bardi taleef ka b pata naheen lagne deta, chahey jism jal b jaye.
Pyar- wo ummeed hai jo saan tootney k baad b qayam rehti hai
Sikh: kal koi meri biwi k sath zaBardasti krgya aur Rs 20000 v le gya
pathan: jhut bolta hai,15000 tha
sikh: paise ka itna masla nai bas aadmi pata kar yaar ;->
Judges, Aur Qadeer Khan Sahib ka masla hal karna achchee baat hai,laikin hamari soch iss sey Bard kar honee chahiye, Kaheen aisa to naheen k hum kissi aur Musharaf ko Dawat dey Rahey hein... Musharaf sey jo Ghunah huye wo to apni jagah laikin meri yeh tajweez hai k "Khudara iss Mulk ko Sahi Manoon mein Islami Bananein k Liye aisey Steps uthayein k jin sey phir koi Musharaf sir na utha sakey"

Kindly think and do your best as you can. Allah Bless you All.
Judges, Aur Qadeer Khan Sahib ka masla hal karna achchee baat hai,laikin hamari soch iss sey Bard kar honee chahiye, Kaheen aisa to naheen k hum kissi aur Musharaf ko Dawat dey Rahey hein... Musharaf sey jo Ghunah huye wo to apni jagah laikin meri yeh tajweez hai k "Khudara iss Mulk ko Sahi Manoon mein Islami Bananein k Liye aisey Steps uthayein k jin sey phir koi Musharaf sir na utha sakey"

Kindly think and do your best as you can. Allah Bless you All.
Q : Baadshah Akbar ke zamnay main Darayaye (river) ravi main zaBardast Salab aya tha .. Lahore sheher ko zaBardasht Nuksaan Pooncha Lekin baad shah Masjid jo Drayeaye Ravi ke pass hai woh nahi doobi bataye kyoon???


Ans : Badshah Akbar Ke Zamanay Mai Baadshahi Masjid Bani Hi Nahi Thi :)
Reply is Must..!!
Q: Pehli Martba rona kab aya?
Ans: ?
Q: Kis cheez ko paaney ki shiidat sey khuwahish ki aur wo puri na hoie..?
Ans: ?
Q: Dil ki batain kisey btatey ho?
Ans: ?
Q: Kuch aisa jo nahin hona chahiye tha, par wo ho gaya?
Ans: ?
Q: Pehli martba kis ko passand kia?
Ans: ?
Q: Kis ki narazgi Bardasht nahin?
Ans: ?
Q: Zindagi ka sab sey yaadgar lamha konsa hai?
Ans: ?
Q: Kia kabhi kisi sey mohabbat karo gaye?
Ans: ?
Q: Sab sey behtarien dost kon hai?
Ans: ?
"God will not look your over for medals,
degrees or diplomas, but for scars."
-Elbert HubBard (1856-1915)
kaha tha na....
mujhay tum iss tarha sotay huay mat chor k jana
mujhay baishak jaga dena
bata dena
zindagi k safar mei meray sath chal nahi sakhti
khuwaishon k safar mei meray sath chal nahi sakhti
tumhain rasta badalna hai
meri hadh se nikala hai
tumhain kis baat ka darr tha
tumhain janay nahi deta ?
kahin pe qaid ker leta ?
aray Pagli
Mohabbat ki haqeeqat mei zaBardasti nahi hoti
jissay rasta badlna ho ..
ussay rasta badlnay se
jissay hadh se nikalna ho
usay hadh se nikalnay se
na koi rok paiya hai na koi rok paye ga
meray sathi haqeeqat hai
tumharay baad khonay k lia kuch bhi nahi baki
magar khonay se darta hon
mei abb sonay se darta hon
Khud Main Bardasht Kee Addath Daal Rahey Hain Hum
Apni Muhabat Ko Logon Se Chupa Rahey Hain Hum
Woh Na Milli Tho Kya Hua Arrey "uB"
Zalimon Yoonhi Jooti Bathon Se Khud Ko Behla Rahey Hain Hum
Aik bar kisi ney kaha

Farzz karo k tum har cheez sey dastBardar honey par majboor

kar diye jao aur tumhain siwaye saat lafzon k sab kuch bhulana

par jaye..to tumharey wo saat alfaz kya hongey?...jis ka tum

intekhab karo gey

Main ney socha aur sirf paanch alfaz bata saka jo ye they...

"Allah,Zindgi,Mohabat,Hussn,Zameen"

aur phir main ney us ki taraf deikh kar kaha k

"baki do alfaz kya ho saktey hain...??"

Tab us ney kaha baqi do alfaz hain...

"Main aur Tum....
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta hoon intezaar us lamhe ka main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge