Baho SMS Messages73 messages

Agar hota ikhtiar likhny ka

To mein apna khuwab likhti

Tary hontho ko gulaab

Aur tary chahry ko chand likhti

Bhool ke tumhary pyar

mein sari kaynat ko

Tari Bahoon kghairy mein

Apna anjaam likhti

Agaar mary ikhtear mein hota

Apni taqdeer ko likhna

Tumhain dekhna

Tumhain sochna

Mein apna kaam likhti
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to Bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera
Humari ankh me Paanee Bahot Hai.
Ke Is Duniya me Beimaani Bahot hai..
Mohabbt humne kee Hai,Humse Poocho...
Mohabbat me Pareshani Bahot Hai....
Ajnabee shaher me ajnabee log,
meri tanhai par muskurate rahe,
main Bahot der tak saheta raha,
aur wo mujhe baar-baar aajmate rahe.
soocha osay bhool jaon......
Bahoot soocha
osay sab khuch
bata doon
laiken jab
wo samnay
hoty hey
os ka chehra
dekhta hoon
ankhoon per
nazar parti
hey...
tu ehsas
hota hey
wo
mere hey
bas
mere hey...
Nahi fursat yaqeen mano humain kuch aur karnay ki,
Tery batain tery yadain Bahot masroof rahkti hain,
itna pyar hai dil main mere
tum ho humsafer mere
chor na dena sanam mere
ghum Bahot hai mere
berh gay tere any se sukh mere
saath rakhay humeay hamesha ye dua hai tujh se rab mere
Be sabab be waja kiyu dil jalate ho
tod ker dil mera fir pas bulate ho

tum se hoker khfa jab ham rooth jai ger
apni Baho main bherke pyaar fir jatate ho
besabab be waja...

kiya karo kiya na karo kuch samjh main aye ata
mujh ko lagne laga hai tum bhut satate ho

kiya samjh pai ham pyaar ko tere woh sanam
darde dil dil ka tum had se badate ho

hayera hoke ham door jab jate hai
apni majboriya bata ker fir hame samjhate ho

tera andaze bayan kabhi kuch tu kabhi kuch khta hai
ham ko lagne laga hai ke tum hame khoob banate ho

besabab be waja kiyu dil jalate ho
tod ker dil mera fir tum muskorate ho
kaise ho tum jo chodkar ja rahe ho,
aapne sab kasmey wadey todkar ja rahe ho,
teri dosti pe Bahot yakin tha humko,
phir kis liye tum muh modkar ja rahe ho...
Sabz maddham roshani may surkh anchal ki dhanak
Sard kamare may machalati garm sanson ki mahak

Bazuon ke sakht halqe may koi nazuk badan
Silwaten malabus par anchal bhi kuch dhalaka hua

Garmi e rukhsar se dahaki hui thandi hawa
Narm zulfon se mulayam ungaliyon ki cher char

Surkh honthon par shararat ke kisi lamhen ka aks
Reshami Bahon may churi ki kabhi maddham dhanak

Sharmagin lahajon may dhire se kabhi chahat ki bat
Do dilon ki dharakanon may gunjati thi ek sada

Kanpate honthon pe thi allah se sirf ek dua
Kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
choom leti hai kabhi lab to kabhi aariz-e-naaz

Tumne zulfon ko Bahot sar pe chadha rakha hai
Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me,

Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me,

Bitani Chahte The Zindagi Jiski Baho Me,

Maut B Na Mil Payi Unki Panaho Me.