Mujahy zid nahi meray galay ka haar ho jao
<
Br/>Akela chor dena tum jahan day-zaar ho jao
<
Br/>
Bohat jaldi samjha mein aany lagtay ho zamanay ki
<
Br/>
Bohat aasan ho thoray dushwar ho jao
<
Br/>Mulaqaton mein wafa is liye hona zarori hai
<
Br/>K tum ek din judai k liye tayyar ho jao
<
Br/>Mein kisi chil chilati dhoop k sehra say aya hoon
<
Br/>
Bas a
B aisa karo tum saya-e-deewar ho jao
<
Br/>Tumharay pass denay k liye jhooti tasali ho
<
Br/>Na aye aisa din tum is qadar naadar ho jao
<
Br/>Tumhein maloom ho jaeyga kaisay runj sehtay hain
<
Br/>Meri itni dua hai k tum tanha funkaar ho jao