Main Ikswin sadi main jana chaun ya na jana chahun,is say kya farq parta hai?waqt ka seel rawan,chahton ko
Bahata howa,sapnon ko da
Bota howa,ankhon ko
Bhigota howa,in masafton tak lay hi jaega jinhain a
Bhi daikha nhi,main chalun ya na chalun,main rukun ya na rukun,main rahun ya na rahun,mere hone ya na hone say kya farq parta hai?waqt ka karwan to rukta hi nhi.ye chalta hai aur chalta hi rehta hai...dam tori
Biswin sadi
Bohat saray dukhon ko meri sanson ki mala main paro ker guzarti chali gai aur main mahi
Bay aa
B ki tarhan,dard k kinaray par khara,kisi maseeha ka muntazir tha.